Are are ye Kya kar diya apne
Ab to sab ko mauka mil gaya maan ko sunane ka as maan ne to bahut bada ghuna kar diya geet ko uta kar
To kya hua if he is immature and only 22 years old
Us se farak thodi padta hai, maan ne ki hai na galti to ab uske galiya pade gi
Ye hi Kam geet ne kiya hota to sab haste Ke heheheh geet ne kya kiya but maan ne kar diya to gunah ho gaya
Uske karan darji ke ghar ki izzat mitti mein mil gayi aur bechari geet uska kya hoga.
Ab maan ne galti ki hai to ab vo shadi bi kare us se lekin ye hi galti geet karti to sab kehte ke kya hua bachi hai galti ho gayi jan bhuj ke to ni
Stop calling yourself Maaneet fans when in real you are ddians as you love dd to geet sahi and hate Gc to maan galat.
Sach mein apke yaha par comments pad ke na Muje itna gussa ata hai na
Main kuch bolti ni but ab na hadd ho gayi hai
Ek story ho to chalo Samaj ata hai but sari like it’s heights now
1.1k