Revu aap to baniyaan weds pakode banaogi
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread - 18th September 2026
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 19th Sept 2026 WKV
Deepika and Ranveer welcome second daughter 👶
🥇🥈🥉Asian Games 2026: Aichi-Nagoya, Japan 19/09 - 04/10/26🏏🏑🏓
FF: Always You - Chapter 2 Posted
Revu aap to baniyaan weds pakode banaogi
Usme villain rahegi hamare HP ji ki chai.
Vidhi phir bolegi mere bache kehte hai ki.........
Aayegi aur jabardasti phisal jayegi bichari baniyaan pe
Chai leke ek Taang pe khade honge Pareshan Prasad .
Chai leke ek Taang pe khade honge Pareshan Prasad .
Hariya aur uski tang kissi din tutegi
Aur Hp ki karele ke chilke ki subji.. 😂😂
Originally posted by: Minami_koi
Aur Hp ki karele ke chilke ki subji.. 😂😂
Wo satya kha ke goa bhag gyi singhania ke saath waha uska happily ever after ho gya. Ja Satya ja bhag ja aur ji le apni zindagi
Goa me sathya ami je tomar ke mujre kar rahi hogi
Sunghania takiye par baith ke , balon me chameli ka tel laga ke, wah wah bolta hoga.
Yeh sab dekhke santa papa khoon bhari aasoon baha rahe honge aur gangulika chammak challo dance kar rahi hogi
Climax fight honge film mein jab Dev ji woh kaale baniyan pehanke gundon ko dho daalenge.
Bimla ; Agar Dev ji ko kuch huwa toh 136 maut mar jawungi mein.