Originally posted by: Anu_02
angad sahiba p Nazar rakhne usko lekar gaya tha uske parents k or usne ye bola bhi tha
Agar yaad ho angad ne sach bahar aane k baad sahiba ko mirror mein dekha imagine Kiya ki sahiba us par zor zor se has rahi h or mirror Tod diya
Vo sahiba nahi angad ka ego uspe has raha tha ki look she was right or tum haar Gaye ha ha ha
Yehi usne bola bhi tha ki mujhpe hasne aayi ho jab room mein Tod phod karke sahiba ko bahar nikala tha ki mujhpe hasne aayi ho jasahn kahin or jaake manao
Angad ghamand se bhara h ye uske bartaav mein dikhta h haan ab vo sahiba ki thodi si care karney laga h farz nibhana chahta h bas
Lekin ghamnd nahi Gaya h uska
Ot yehi usk character bhi h ghamand se bhara tabhi to uske sath itna kuch hua kyunki apne ghamand mein usne sach nahi dekha sirf sahiba ko balme kiya apne aap mein stories bana li