Ghoorne mein aur Dekhne mein kya difference hein : ViDev One Shot

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 2 years ago
#1

Vidhi was refering the books as her semester exams have been started. While doing studies suddenly her eyes went on Dev who was standing infront of mirror and was wearing his shirt. Seeing Vidhi's gaze at the mirror Dev turned quickly which made Vidhi to feel very much embarassed. She shut her eyes and pat her forehead. She whispered to herself in a low voice "Kya Vidhi, kya kar rahi thi tum ? Kal tumhari exam hein aur yeh ....Pagli film "

Dev : Vidhi , what was that ?

Vidhi : Aap kya pooch rahe hein ? Mein kuch....samjhi nahi

Dev : Tum mujhe ghoor rahi thi.

Vidhi : Nahi nahi .....Aap aisa soch bhi kaise sakte hein ? Mein bas dekh rahi thi aapko .

Dev : Baat toh ek hi hein.

Vidhi ; Ek baat kaise ho sakte hein? Ghurne mein aur Dekhne mein difference hein. Yeh aapse behatar kaun jaanta hein Dev Sir

Dev : Phir se Sir , Vidhi kaha thaa tumhein Sir mat bulawo .

Vidhi : Woh aap aise pooch rahe the toh mujhe aap mein woh office waale Dev Sir dikh sake . Toh aisi hi keh di , Dev ji .

Dev ; Vidhi mein tumhara husband hoon, Boss nahi . Aur haan tumhein pura haq hein mujhe ghoorne kaa I mean dekhne kaa.

Vidhi : Mujhe aur embarass mat keejiye. Woh mein bas....

Dev : Dekho iss baare mein baad mein baat karte hein. Kal exam hey naa tumhari. Toh studies pe focus karo. Mein ek kaam karta hoon mein bahar jaata hoon.

Vidhi : Nahin nahin. Aap kyun jaa rahe hein ? Mein aapki taraf dekhungi hi nahi, mera pura focus inn kitabon mein hogi. Trust me.

Dev smiled and held her hand ; Mein bas kuch der mein aata hoon, tum tab tak padhai kar lo.

Vidhi nodded her head. Dev walked away from room.

Vidhi thought : Kya soch rahe honge Dev ji mere baare mein ? She pinched her own ears

Vidhi .....Padhai karo.Nahi toh Dev ji tujhse naaraz ho jaayenge.

Vidhi took a deep breath by closing her eyes. When she opened her eyes her sight went at the photo frame of Dev.

Vidhi : Yeh Dev ji mujhe har jagah dikh jaaye toh mein kya karun ? Kaise focus karun studies pe ?

She recalled the way Dev used to say her Mehnat karo, Aage badho.Chal Vidhi fatafat yeh theories pad le . Aur koyi khayal nahin.

She started going through it . After a while Dev slowly came inside the room holding two cups of tea and some cookies. He saw Vidhi studying seriously which made him to smile slightly.

Dev coughed and Vidhi looked

Dev : Chai kee chuskiyon ke saath aage ki padhai Mrs. Vidhi

Vidhi : Dev ji aap chai banane ke liye gaye the ?

Dev smiled and gave her cup of tea . They both said cheers and sipped tea.

Dev : Ho gaya sab finish.

Vidhi : Kahan Dev ji , yeh kuch theories aur bhi hein.

Dev : Bas, woh bhi hoga.

Vidhi : Mujhe toh badi difficult lag rahe hein. Aap samjhayiye naa jaise pehle bhi aap samjhate the mujhe.

Dev held the book and within some time Vidhi was able to understand everything easily.

Vidhi : Aap mujhe school mein hi mile hote toh kitna accha hota Dev ji. Mujhe biology mein kitni problems aati thi . Mujhe toh kuch samajh hi nahi aati thi. Pata nahi uss subject mein kaise paas huyi mein .

Dev laughed and said in low voice : Woh subject toh tumhein abhi bhi nahi pata .

Vidhi : Kya matalab ? Kya ken rahe the aap ?

Dev : Kuch nahi. Aur koyi doubts hein kya ?

Vidhi : Nahi . Sab ho gaya. Thank you. Mein woh hall ticket, pens woh sab rakh leti hoon. Subah ke rush mein naa kuch miss naa ho jaaye .

Next day

Dev was walking here and there and he was hell tensed.

Satyawati : Itni bechain kyun ho Dev ?

Dev : Maa aapko pata hein naa exam hein Vidhi kee . I hope sab theek ho.

Satyawati : Oh Dev !! Exam Vidhi de rahi hein lekin tumhein hein bahut tension uski.

Dev : Haa toh hoga naa , woh meri Vidhi hein. Mujhe toh meri wife ki fikar hein.

Satyawati ; Kya baat hein Dev, Mera beta toh bada samajhdhaar hein abb. Exam dupahar ko finish ho jaayega naa, toh lene jaana apni biwi ko. Kyunki iss bechaini ke saath agar tum office jawoge toh wahan par hi tum idhar udhar aise walk karte phiroge.

Dev : Maa aap mera mazak udda rahe hein, Not fair.

Satyawati : Bas thoda saa, dekhna chahta thaa kee kaise tumhare chehre ke rang badal rahe hein. Hamesha tum donon khush raho aur aise hi saath dete raho ek dusre ki.

Dev : Maa mein naa nikalta hoon. Woh traffic bahut hote hein kya pata mein late ho jawun toh ? Toh jitni jaldi pahunchunga naa utna accha hein.

Satyawati : Jaise tumhein theek lage beta. Bye

Dev : Bye Maa.

Dev was waiting eagerly at the parking area of campus. His eyes were searching Vidhi . And finally he found his Vidhi who waved her hand towards him with a sweet smile.

Dev thought : Hey Milapini Maa, Vidhi kee yeh muskaan bata rahe hein kee sab sahi huwa hein. I hope aisa hi ho .

Vidhi came near Dev .

Dev : Vidhi Vidhi Vidhi ....Kaisa raha tumhara paper ? Joh bhi hum important questions kal pade the ussi mein se aaye kuch ? Tum theek se likh paayi ? Aur kuch tough questions aayi thi kya ? Maine theek se padhaya toh thaa Vidhi tumhein .....Yahan tak ki previous years ke question papers bhi refer kiye ...Kuch bolti kyun nahi tum ? Vidhi mein tumse kuch pooch raha hoon....

Vidhi : Kab se aap hi bina saans liye sawal pe sawal kiye jaa rahe hein ? Aur kya theen baar Vidhi Vidhi Vidhi keh rahe the ? Mein koyi choti bacchi thodi hoon joh aap itna tension le rahe hein mere liye ....


Dev became silent for a while .

He opened the car door and looked Vidhi. Both of them entered inside the car and Dev turned towards Vidhi.

Vidhi : Mujhe abb aati hein seat belt pehanna Dev ji .

She wore the seat belts herself and Dev didn't say anything.

Vidhi : Abb kya aise hi statue banke baithe rahenge . Jaayenge ke nahin ? Gaadi start keejiye naa.

Dev looked Vidhi

Vidhi : Kya ?

Dev nodded his head in sign of nothing . Vidhi removed her seat belts and quickly pecked a kiss a Dev's cheek. This kiss was totally an unexpected one for Dev. He looked her in disbelief.

Vidhi : Aapne kahin sawal kiye , yahi mera jawab hein. Mera paper ekdum Bhannat thaa aur aapne mujhe joh bhi padaye woh questions bhi thaa aur mein bahut confidentally sabke answers dee. Aur abb se Thank you wank you nahi bolungi , kyunki aap mere boss nahi mere husband hein . Aur tareeka bhi badla hein Thank you kehne kaa . Abb se aisi hi thank you karungi. Koyi problem hein ?

Dev : Nahin. Mein toh roz tumhein padawunga , tum thank you bola karo aise

Dev touched his cheek.

Vidhi : Aapko bura laga kyaa jab maine kaha kee mein choti bacchi nahi hun

Dev : Sach kahun toh thoda bura laga. Phir apne aap ko kosa kee mein joh kar raha thaa kya woh sahi thaa ?

Vidhi : Aisa kyun soch rahe hein aap ? Woh fikar , mere naam theen baar lena , woh bechaini woh sab toh pyaar nahi thaa aur kya thaa ? Bas thodi see bhaw kya khaa lee aapke chehre kee toh chillapot mach gayi.

Dev : Tum aisi mere dil kee lanka jalawogi toh mein kya karta Mrs Vidhi ?

He held her hand and kissed at her palm.

Vidhi : Mera ek aur doubt hein.

Dev : Lekin exam toh khatam huwa naa , abb kaisa doubt hein.

Vidhi : Ek baar suniye toh sahi.

Dev : Bolo Vidhi

Vidhi : Ghurne mein aur dekhne mein kya difference hein ? Please samjhayiye naa Mr. Dev Raichand

Dev : Woh mein zarur samjhawunga. Par uske liye tumhein phir se Biology padni hogi .

Vidhi : Kyun ? Biology kaa iss sawal se kya connection ?

Dev was confused .

Dev : Woh mein bas.....

Vidhi : Maine difficult zarur kahi thi Biology ke baare mein. Par mein behri nahi hoon. Kal raat aapne wahi dheeme awaz mein kaha naa Kee Woh subject toh mujhe abhi bhi nahi pata.

Dev : Woh bas aise hi kaha thaa. Iska koyi matlab nahi hein. Don't take it serious.

Vidhi : Accha !! Toh batayiye ghoorne mein aur dekhne mein kya difference hein ?

Dev : Woh mein.....raat ko samjhawunga . Pakka

Vidhi blushed in smile.

Dev : Mujhe nahi pata thaa tumhein uss mein itni interest hein.

Vidhi : Aap aise aayine ke saamne khade the toh mere focus hat rahi thi .....

Dev smiled shyily and started driving the car. Vidhi switched on the music system and they both looked each other through hide and seek throughout the journey.

Seeing an ice cream stall at the side road Dev stopped the car. Vidhi and Dev ordered ice creams and feed each other .

Dev : Results kab aane waale hein ?

Vidhi ; Uss mein time hein.

Dev : Toh tab tak ?

Vidhi : Tab tak hum milke dhoondh hi lete hein uss million dollar question

Dev : Ghoorne mein aur dekhne mein kya difference ? kaa Answer .

They held each other's hands together sharing a sweet eyelock.

Created

Last reply

Replies

34

Views

2.3k

Users

11

Likes

59

Frequent Posters

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 2 years ago
#2


THIS IS A "MEMBERS ONLY" POST
The Author of this post have chosen to restrict the content of this Post to members only.


Helios10 thumbnail
Visit Streak 90 Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail + 2
Posted: 2 years ago
#3

This is bhannat! Too cute. Send this to the makers. Would love to see this on screen.

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 2 years ago
#4

Thank you so much Makers ko kya hi kahen ?? Drame pe drame de rahe hein

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 2 years ago
#5

Aww 🥰 thank you Carl

Dreamzz thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 3
Posted: 2 years ago
#6

Dev ne to NAHI bataya,

Aap hi bata dijiye kya farak hai, ghoorne main aur dekh ne main?

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 2 years ago
#7

Shaadi kar lo pata chal jaayegi 😍😍😍😍😂😂😂😂

Dreamzz thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 3
Posted: 2 years ago
#8

Originally posted by: Revutty

Shaadi kar lo pata chal jaayegi 😍😍😍😍😂😂😂😂


Bata bhi do, wait nai ho raha mujse.

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 2 years ago
#9

Woh aise hi hein. Tumhare liye special one jab aayenge tab wahi tumko samjhayegi sab kuch. Wait karne ke alawa koyi option nahi hein tumhare paas. 😆😆😆

Dreamzz thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 3
Posted: 2 years ago
#10

Originally posted by: Revutty

Woh aise hi hein. Tumhare liye special one jab aayenge tab wahi tumko samjhayegi sab kuch. Wait karne ke alawa koyi option nahi hein tumhare paas. 😆😆😆


Please revutty, aisa mat karo,


Chalo baki log ,please aap hi samja do , ghoorne aur dekhne ka fark.

Related Topics

Na Umra Ki Seema Ho Thumbnail

Posted by: Revutty

6 months ago

ViDev : Love beyond Everything (Two Shots - Shot One)

Dev folded his hands before Maa Milapini's idol. Dev's view Maa Milapini mein zyada puja paath toh nahi karta par Vidhi ke aane ke baad mein...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".