Don't believe this some ML Stans defending his each nd every act even rape attempt👎👎👎 ...
But when it comes to sahiba vo most wanted criminal ho jaati h ..sahiba to apni maa nd behen k fraud ka bhugat rahi h yahan tak ye bhi mana unhone galat kiya..
But what about angad usne to ye tak nahi bola he is wrong balki har baat ka blame sahiba p daal diya rape ka bhi 😡😡😡
But vo acha aadmi h har baar sirf dialogue hi milta h achey dil ka bas Aisa kya kiya h ki audience Maan le vo achey dil ka h😡😡😡
Action speaks louder than words
Or angad k action hi bata rahey h vo kaisa h
Infact us rape attempt k baad bhi
Jab shower scene aya to he was saying ki shukar manao main sach mein jaanwar nahi hoon vo usko dhamki de raha tha khuli
Isliye to sahiab ne usko warn Kiya don't your dare touch me but angad ne usko pakda or bola why are you scared ???you are my legally wedded wife 😡😡...
Or agar kisi ko angad k baad baar ye bolne p ghar se jana eka waqt aa gaya ye lag raha h usko sahiab ko ghar se nikalne ki jaldi h to bata doon ais akuch nahi h usko bas sahiba ko wrong prove karna h isliye ye watch time dikhane ki dhamki de raha h
Jab sahiba sach mein Ghar chodke jaa rahi hogi tab yehi angad usko rokega ki kahin nahi jaaogi nd all
But sahiba iski nahi sunegi or chali jaayegi
Isko yehi lagta h sahiba iske toxic haunted house me rehne ko Mari jaa rahi h isliye sirf bol rahi h kahin nahi jaayegi ye
But jab sahiab apna bag pack karke niklegi tab ye khud bolega kahan jaa rahi ho kahin nahi jaaogi nd all tab isko rokega but sahiba to nikal legi isko suna k 👍👍👍
Lekin Garry ka sach jaaney k baad ye khud zabardasti usko waps laayega iski permission bhi nahi lega