Main Abhi ek Pakistani show follow kar rahi hun, Suno Chanda! Usme Arsal ki mom Shahana ka ek pet dialog hai... "Lo khul gaya ek nava katta" π€£π€£π€£π€£
Ye promo dekhkar mujhe bhi yahi kehna ka man kar raha hai ki "Lo Shuru ho gaya ek Naya siyyappa" π€£π€£π€£π€£
Yaatrigan kripya apni seat ki peti baandh le, aage ka safar kaafi utaar chadaav waala ho sakta hai ππππ