Main Abhi ek Pakistani show follow kar rahi hun, Suno Chanda! Usme Arsal ki mom Shahana ka ek pet dialog hai... "Lo khul gaya ek nava katta" 🤣🤣🤣🤣
Ye promo dekhkar mujhe bhi yahi kehna ka man kar raha hai ki "Lo Shuru ho gaya ek Naya siyyappa" 🤣🤣🤣🤣
Yaatrigan kripya apni seat ki peti baandh le, aage ka safar kaafi utaar chadaav waala ho sakta hai 😆😆😆😆