Yaar jabse ye DkP ka new promo dekha hai dil.khush hogaya kitni dili Tamanna thi ki Anuj Anupama ki jagah bole Maaya ka haq hai aur wo hogayaa 👏👏ye Anupama chahe jaise treat kare Anuj CA ko wo sab sahi par agar Anuj kare to galat ye Kahan ka insaaf hai ab jaake scale equal hua.
Aur deviji ka attitude to dekho cake 🎂 Maaya ne sajaya aur khud aagyi mahaa laalchi .
16