Ye jitna daud daud ke gaya hai pichhe,
Kiya Kuch NAHI Hoga isne.
Aur dev Sach me Kitna besharam hai,
Mujhe idhar sharam aa Rahi hai, wo maa baap hai hamare, unhe Kya NAHI samaj aayega Kya chal Raha hai.
Pyaaar kiya tok sharmaana kya 🤣🤣
Ab is bande ko KOI Nahi rok sakta 🤣...
Waise Kuch nahi kiyaa isne 🤣 Bahut hoga, haath pakad liya hoga 😅😅😅😅