chinga ki panauti toh is baar kam hi nhi kar rahi 🥺🥺🥺 koi eliminate hi nhi hota 🤣
Arrein Chinga sahab ki panauti maha danger hain yaar. Yahaan Chingu ka kisipe halka sa dil aaya, and wahaan uska patta kata. There are seasons and seasons of evidence to support this claim 😆