Originally posted by: Chingaari
Bb ko free fund ka inspiration aur resemblance jo mila hua hai...tina ko toh saakshaat dayan hi bol diya bb ne😆
Haan - and churail wala inspiration Priyanka and Archana de diya karte hain, bhoot ka Ankit and ghosla ji - horror theme inspiration ki kami kahaan hain BB ko iss baar 😆

