Originally posted by: bollyqueen0
Pri: Yaha maine teri hisse ke ladai ladi hai
Ankit: Yaar tum ye haar baar sunati ho
Pri: Haar baar nahi sunaya. AB sunaya
Ankit: Bohot baar sunaya
Pri: KAB?
Ankit: *reminds her when*
Pri: Kyun na bolu?
MA'AM but earlier you just said..?
Sochein humara yeh sunn ky aisa haal hai beharey ankit ka kya hota hoga 🥺🥺🥺
Naa bb main usko chod sakhta hai sallu ny akey phir isko hi sunana hai
