Originally posted by: desi_angel101
𤣠mummyji aapko karan ke paan masaale ki kasam aap meri aur karan ki shaadi karwayengi nahin to main zindagi bhar ghanti bajaati rahungi... mandir ki nahin aap ke ghar ki!
shraddha nigam ko chhodo aap meri shraddha ke baare mein socho ke main kitni shraddha se aur kitni aastha se aap ki sewa karungi!!
LOL is sab ke baad to karan ki mummy ki fan following bhi banjayegi
Luv Richa
me thinx v finally found sm1 in more demand dan karan....karan ki mom to sabki baap niklii....jalle chawal se lekar dhamki tak đ