Jo tevar Kapadia house ja kar anupama dikha rahi hai waisa he hai toh anupama ko uske maaykewale Pappa ko bolna chahiye tha ki yeh zimmedari ka matka mere second husband ke matthe matt fodo.
Bapuji anupama ke , beti anupama ki , pati anupama ka , sab anupama ka lekin matka foda Anuj ke head par 👏
There can’t be any excuse that why Anuj didn’t said NO , because anuj’s NO is secondary matter here because maayka anupama ka , Bapuji anupama ke , beti anupama ki , ex-husband anupama ka jab maaykawale damad se aisi demand kare tab damad se pehle beti ko bolna chahiye.
Edited by sweet_tania - 3 years ago
0