Part 5
The door bangs open and bunch of hotel staff walk in
‘Sir, we got your text saying there is an intruder in your room. Are you okay?’
Maan- Yes, I….
Before Maan could complete one of the older staff members looks at Geet
‘Geet tu?’
Geet looks up at the man
G- Taayaa ji?
++++++++++++
Sharp slap from her father hits Geet’s cheek
Her uncle had dragged her out of the hotel while her investigation & now she was in her home surrounded by her family and her uncle’s family
Neighbors were also peeking & eavesdropping to overhear what was the commotion all about
Uncle- Puchiye aapki beti se kaun hai who ladka jiske saath who bade hotel ke kamre mein aise kapde pehenke…chi chi chi!
Her Uncle says referring to her Hotel Maid’s dress as a disguise
Mother- Sharam nahi aati! Naak kata di pure samaj mein
Father- Isliye kaha tha iski jaldi shaadi karado. Humse hi galti ho gai….
Geet- Aap sab galat samajh rahe hain! Aisa kuch bhi nahi hai
Uncle- To main jhooth bol raha hoon
Father- Teri himmat kaise hui apne Tayyaji ke saamne zabaan chalaane ki
Another slap hits her cheek
Tears are rolling down off her eyes that Geet is trying to control but in vain
Geet- Mian kisi ko jhootha nahi keh rahi hoon. Main wahan gai thi apne investigation ke silsile mein, meri detective agency ka client hai woh
Aunt- Wah! Wah! Wah! Client ke saath hotel room mein mila jaat hai? Kisse bevkoof bana rahi ho tum
Father- Ab se tumhara ye sab jasoosi sab band. Tum ghar pe baithke maa kaa haath bataogi aur tumhari jald se jald shaadi karaayenge hum. Jaao apne kamre mein aur nikalna mat wahan se!
Geet ko uske kamre mein bhej dete hain
She sighs ki ab inko kaise samjhaye
But she hopes ki ho sakta hai kal tak inka gussa Thanda ho jaaye and she can reason with them. Because shaadi toh usse kisi anjaan insaan se bilkul nahi karna hai aur naa hi usko apni detective agency band karni hai
As Geet goes, the extended family and neighbors’ barge in saying
‘Bhai saab, abhi ladka dhundne ke din gaye. Ye sab sunke kaunsa ladka shaadi karega aapki beti se?’
‘Arre Geet toh chodo, aapki jo chotti do betiyan hai ab toh unki bhi shaadi hona mushkil hai’
‘Poore khandaan ka naam mitti mein mila diya iss ladki ne’
‘Islie main kehti thi waqt rehte ladki ki shaadi kardijiye’
Father sinks into the sofa holding his head
Father- Hey Bhagwan! Ab kya karein hum
Aunt- Badnaami se bachne ka ek hi tareeka hai. Ussi ladke se shaadi kara dijiye aap
Geet’s father is thinking
Father- Kya who ladka shaadi karega?
Uncle- Arre kyun nahi karega? Karna hi padega! Hamari ghar ki beti ke saath aisi harkat karke bhaag niklega kya. Hum zabardasti pakadke karayenge
Ushar Geet kamre mein band hai thinki ki iss jhamele se kaise nikle
Tabhi her phone rings loudly, she almost jumps ki itni raat ko call kaun kar raha hai
Jaldi se phone silent kar deti hai
She sees its Maan’s number
She texts him
Call mat kariye abhi, pls
He texts back
Is everything okay?
He was calling because he was wondering what must have happened after Geet was almost dragged by her uncle from his room. But he doesn’t know what to say
Geet is surprised reading his text, she wonders ‘inhe kya hua?’
Before she could reply, she gets another text from him
Tumne Gagan ka contact nahi diya
‘Oh, toh ye reason hai, isliye he was calling & texting me’ Geet thinks to herself
She texts Maan Gagan’s contact
++++++++
Tabhi her mother enters the room
She finds Geet wth her mobile texting
Ma- Itni raat ko ksko message kar rahi hai?
Geet is taken aback
G- Kisi ko nahi
She answers trying to hide her phone, so it does not get confiscated
But her mother snatches the phone from her and takes it outside
Geet follows her mother
Ma- Ye phone pe ussi ladke se baat kar rahi thi. Aap log baat karo usse
Geet- Kya usse kyun baat karni hai?
Ma- Tumhari shaadi ke liye?
Geet is shocked
1.1k