Ishq E Laa #3 (HUM) Azaan Sami , Yumna Zaidi , Sajal Ali - Page 44

Created

Last reply

Replies

889

Views

105.2k

Users

25

Likes

1.5k

Frequent Posters

sanabmw thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Originally posted by: la_Reine

Finally caught up

wah their unofficial date but abid kaun hai

Abid Azka ka neighbor hai and uski bhabhi ka cousin bhi..he wants to marry her.but shadi ki jagah bechara jail chala jata hai b/c of his illegal work.😆

sanabmw thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Originally posted by: shridharg

Lovely ..kindly point me rest of the parts ...❤️ pages nos ..

Thank you for liking my work, I was on vacation so could not write,but now I m back so I will write soon

I posted again my FF on this thread so it should be easy to find everyone


Part 1 on Page 51 and part two on page 52

sanabmw thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Part 1 on 51

Part 2 on 52

Here we go part 3

Part 3

Dono ghar aate hai and apne apne rooms me Jane lagte hai.

Azka:sune

Azlaan: jee

Azka:dinner ke liye thank you,Aur

Azlaan:Aur?

Azka:me kal se hospital join karna chahti hu

Azlaan:so?

Azka:aapko koi itraaz to nahi hai na?

Azlaan smiled

Azlaan:Azka I m not ur boss ,aapko kuch bhi karne ke liye mujhse puchne ki zarurat nahi hai.

Azka :Mene aapko pehle bhi kaha tha ke jab tak me yaha aapke ghar me hu me paabandh hu ke me jo bhi karu wo aapko pata ho.

Azlaan:aur me bhi aapko pehle Bol chuka hu ke aap ko meri ijazat ki zarurat nahi hai kuch bhi karne ke liye,aur ye ghar aapka bhi hai.

Azka:…..

Azlaan:me sach keh raha hu !! aap mere nikaah me hai azka ,as a law or as a shariat ye ghar par aapka pura HAQ hai.

Azlaan apne room me Jane lagta hai and azka usko stairs se Dekh rahi hai.and suddenly Azlaan turned and said softly

Azlaan:azka thank you mere saath dinner par chalne ke liye !!!! khuda hafiz

Azka:khuda hafiz

Next scene

Azka thinking about Azlaan

Azka (POV)

kitni ajeeb hai na ye zindagi har mode par alag jo cheez hum sochte hai hota usse Bilkul alag hai,mene kabhi nahi socha tha ke ek din zindagi mujhe aise Azlaan saab ke saamne laa kar khada kar degi jis insaan ke naam se mujhe chid thi Aaj uska naam mere naam ke saath jud gaya hai.

Jis insaan ke saath me do min nahi khadi reh sakti Aaj Allah ne usi ke ghar me laa diya hai.zindagi sach me ajeeb hai.

Aur is zindagi se bhi jayada jo ajeeb hai wo hai Azlaan saab mene unki ye side agar na dekhi hoti to me kabhi yaqeen nahi karti ke wo aise bhi ho sakte the.wo shakhs jo muje insaan bhi nahi samjhta tha Aaj meri fiqar kar raha tha mujh se maafi ki talab kar raha tha.

Shanaya ji ke saath unhone apna baccha bhi khoya tha,kya wo ye sab deserve karte the??agar shanaya ji us din mere batane par waha nahi jati to Aaj wo aur Azlaan saab ek saath apne bacche ke saath khush hote.unki humare liye wo nafrat wo ilzaam galat to nahi the


agar wo chahte to jab wo mere university aaye the tab bata sakte the ke mere medical ki fee wo pay kar rahe hai par unhone kyu nahi bataya?

Azka think for some minutes and than wo room se bahar aati hai.

Next scene

Knock

Azlaan:aa jaye

Azka again knocked and this time Azlaan open the door he sees Azka at the door


Azlaan:Azka aap yaha,aapko kuch chahiye tha?

Azka:aapse ek sawaal tha.

Azlaan:come ..aap andar aa jaye pehle

Azka room me aati hai and Azlaan use Bethne ko kehta hai bed par but wo chair ki taraf jakar bethti hai.Azlan notice her act.but he said nothing

Azlaan:jee ab bole kya puchna tha aapne?

Azka:aapne Mujhe Mera Matlab hai Hume kabhi kyu nahi bataya ke aap meri medical ki fee de rahe hai.

Azlaan:us se kya hona tha?

Azka:aap Humare ghar aaye the gawaahi ke liye ,aap us time ye bata sakte the phir aapne kyu nahi bataya?

Azlaan:me juth nahi kahuga aapse,aapke college aane ke baad mere mind me ye baat aayi thi ,par phir shanaya ki baat yaad aa gayi wo hamesha kahti thi ke neki ko neki samjh kar karni chahiye.

Azka:agr me us din office nahi aati aapke to aap mujhe kabhi nahi batate ke aap the jisne meri fee dee thi?

Azlaan:haa sayad aapko kabhi pata nahi chalta

Azka kuch nahi bolti khamosh rahti hai

Azlaan:me aapse ek sawaal karu?

Azka:…

Azlaan:agar us waqt me aapko bata deta to aap kya karti?

Azka:me medical nahi karti chod deti apni padhayi.

Azlaan:kyu?

Azka:kyu ke hum gawaahi nahi de sakte the aur …aur..aapse kisi bhi tarah ki madad nahi le sakte the

Azlaan:aur wo kyu?

Azka:wo ..isliye ke

Azka kuch nahi bolti Azlaan use dekhta rehta hai and ek sad si smile karta hai

Azlaan:aapko kuch bolne ki zarurat nahi hai me janta hu aap mujhe pasand nahi karti aur isliye aap kabhi bhi mujhse koi help nahi leti.

Azka:nahi…aahh …aisi koi baat

Azlaan:plz don’t ..mujhe pata hai me kaisa tha,.mene shanaya ki neki ko zaaya kar diya ,aapko us din office me sabke saamne humiliate kar ke.aapko ye jata kar ke mene aap par ehsaan kiya hai,jab ke ye sabkuch shanaya ne kiya tha.Aur aap mere us ehsaan ka badla utaar ne ke liye ye contract ke liye maan gayi.

Azka just looking at Azlaan

Azlaan:aapke saath mene bahot ziyatti ki hai azka aur ye baat ka ehsaas mujhe tab hua jab aapki bhabhi se meri hospital me mulaqat hui.she is right aap masoom thi aur mene aapke saath

Azlaan azka ki side nahi dekhta and turn ho jata hai.wo khamosh ho jata hai.after some seconds

Azka:kuch nahi kiya aapne.

Azlaan turn his face to her

Azka:mene jo kiya apni marzi se kiya aapne mujhe force nahi kiya tha.

Azlan:par aapko is hadd tak lane wala bhi me tha.

Azka:har insaan me burai ke saath acchayi zarur hoti hai.

Azlan:mujh me to koi nahi hai aur na thi

Azka:ye aapka khayaal hai.mere khayaal me aapke andar tab bhi acchayi thi.

Azlaan smile sadly

Azlaan:mujhe bura na lage isliye ye sab Bol rahi hai na?

Azka:nahi Bilkul bhi nahi,me juth nahi Bol rahi,me aapko jayada to nahi janti par ha jitni baar aapse mulaqat hui hai mene aapko har baar alag paya hai.

Azlaan:….

Azka:aapse bina mile me bahot mutasir thi aapko lekar jitna kuch suna tha bhai se ke aap aise hai waise hai bade aadmi hai.par jab aap aaye aur jis tarah aapne mere sath apna rawaiyya rakha mujhe bahot bura laga.aapki nazro me mujhe mere liye nafarat nazar aati thi HIQARAT (CONTEMPT)nazar aati thi aapse khof aane lag Gaya tha mujhe,Aur usi khof ki wajah se wajah se mene us din wo tuta hua perfume chupaya tha.me darr gayi thi aapse.

Azlan feel bad after listening this to azka


Azlaan:azka sometimes me sochta hu aap mujhse kitni nafarat karti hogi na?

Azka:nafarat to aap bhi mujhse karte the aur sayad mujhse jayada

Azlaan:sharminda kar rahi ho mujhe

Azka:Bilkul nahi!! Aapki us nafarat me bhi aapne apne andar ki acchayi ko chupne nahi diya

Azlan:Me samjha nahi

Azka:me aapko ye bata rahi hu ke us nafarat ke bawajud aap mujhe us din beach raste mujhe chodkar nahi chale Gaye..mere ghar tak chodne aaye the.Aur phir meri book bhi wapas karne aaye.mujhse nafarat ke bawajud aapne meri parwaah meri fiqar ki thi. rahi baat is contract ki to mene apni marzi se ye kiya hai aapne mere saath koi zor zabardasti nahi ki.

Azlaan:Azka me bahot bura hu me aapka ye trust deserve nahi karta

Azka:Acche bure ka Faisala karne Wali Allah ki zaat hai.agar aap bure hote to kabhi bhi meri fee nahi dete par aapne apni nafarat ko peeche kar ke shanaya ji ki khawaish ko aage rakha!!

Azlan:me aapke trust ke qabil nahi hu

Azka:Agar aap par trust nahi hota to me raat ke is time aapke bedroom me aapke saath nahi bethi hoti, aapki nazro me mujhe hamesha gussa,ilzaam nafarat nazar aayi hai par badniyati aur Badqirdaar kabhi nazar nahi aayi.mujhe bas yahi puchna tha ke aapne mujhe kyu nahi bataya kabhi ke aapne meri fee dee thi aur uska jawaab dekar aapne mujhe ek aur wajah de di hai aapko trust karne ki.

Azka khadi hoti hai aur Jane lagti hai but wo rukti hai aur turn hoti hai.

Azka:me bed par isliye nahi bethi ke Mujhe aapki niyat par koi shaq tha.me isliye nahi bethi kyu ke ye meri jagah nahi hai..ye jagah shanaya ji ki thi aur hamesha unki hi rahegi.aapne mujhe izzat dee meri liye yahi sabkuch hai.

Allah hafiz

Azka chali jati hai and Azlaan door bandh karta hai aur jaha azka bethi hui thi waha dekhkar muskurane lag jata hai.

Azlaan(POV)

Ek me tha jo ke hamesha se azka ko bura samjhta tha aur ek ye hai mere itne bure salook ke bawajud mujhe meri acchayi Gina kar chali gayi.pagal ladki.

Azlaan recalled all the moments with azka and after sometimes he fell asleep

Next morning

Azka set the breakfast table

Azka:Asalam o alikum Aunty,aap yaha kyu aa gayi me aapka naashta kamre me laa rahi thi

Mom:Walekum Assalam beta ,Bas Aaj Mera dil kar raha tha apne baccho ke saath nashta karne ka.

Azka:chale aap Bethe me bas do minute me aapka nashta lati hu.

Azka kitchen me jati hai and azlaan dining table par aata hai

Azlaan:Asalam o alikum Mom kaisi hai aap?

Mom:walekum Asalam beta Bilkul thik.

Azlaan apni mom se baat kar raha hai Azka sitwat ke liye nashta laati hai.Azlaan opposite side par betha hai so azka use nahi dekhti

Azka:Aunty chale aap jaldi jaldi nashta kar le phir aapne medicine bhi leni hai.

Mom:thank you beta kitna dyaan rakhti ho tum mera.

Azka:aap bhi to mujhe Itna pyaar karti hai.

Azlaan Yesab dekhkar khush hota hai.Azka sitwat ke saath Wali chair par bethti hai and Uska dyaan saamne Wali chair par jata hai jaha Azlaan betha hua hai

Azlaan:asalam o alikum

Azka:sorry..walekum assalam aap kab aaye?

Azlaan:jab aap mom ke saath busy thi.

Azka: ohh

Mom:beta tum Aaj se join kar rahi ho?

Azka: jee aunty

Mom:chalo ye to acchi baat hai.

Azlaan:Azka aap ready ho jao me aapko hospital drop kar duga

Azka:jee bahot shukriya par me chali jaugi..Aap late ho jayege meri wajah se.

Azlaan:being the gentleman ye mera farz hai ke me aapko office drop karu kyu mom?

Azlaan smile karta hai and juice pee raha hai and Azka tea pot se chai daal rahi hai and Azlaan ko dekhkar smile karti hai ,sitwat dono ko dekhkar khush hoti hai.

Next scene

Azlaan drop her at hospital

Azka:Bahot shukriya aapka

Azlaan:aapka off time kab hai?

Azka:waise to 6 baje hai but agar patient jayada ho to time lag jata hai.don’t worry I can manage aur ha sham ko mene Amma ki taraf Jana hai kuch der ke liye

Azlaan:ok than bye

Azka:Allah hafiz

In the evening

Azka:bhabhi aapne bahot accha kiya aap bhi aa gayi

Kanwal:Kaise nahi aati

Azka:accha bataye khalid bhai kaise hai?

Kanwal:sab acche hai tu bata begam sahiba kaisi hai?

Azka:kafi behtar hai

Kanwal:aur azlan saab unka rawwaiya sahi hai na tere saath

Azka: jee bhabhi wo bahot badal Gaye hai.aapko pata hai kal wo mujhe dinner par le Gaye

Kanwal:Azka Dekh me tujh par ya unpar shaq nahi kar rahi par baccha ye sahi nahi hai,Tumne kuch dino me alag ho Jana hai Tera unke saath yu betaqaluf hona accha nahi hai.

Azka: kya ho Gaya jao bhabhi..aisa kuch nahi hai aap janti hai na me aur wo bas unki mom ki wajah se saath hai.jaise hi wo thik ho jayegi hum alag ho jayege

Kanwal:par azka ye jo rishtey hote hai na inme kab kareeb aa jate hai pata nahi chalta..me nahi chahti tujhe koi gam mile

Azka:uff bhabhi kya aap bhi me aur azlan sab aap bhi na ..meri taraf se aisa kuch nahi hai aur wo to shanaya ji se mohabbat karte hai.chale chode Aur plz mere liye garam garam chai bana de

After few days

Azka and azlan ke beach acchi friendship hoti jaa rahi hai.Azka hospital se nikalti hai and taxi me bethti hai,Texi signal par rukti hai and suddenly azka heard some horns.she turn and see Azlaan.Both are smile to each others

Azlaan bina kuch bole use ishaara karta hai ke wo texi chodkar car me aa jaye.Azka is like no it’s ok!!

Azlaan now ghooring her and again he signal her to come.Azka take a deep breath and again said no.Azlaan window neache kar ke driver ko paise deta hai and said

Azlaan:bhaisaab aap ye le apna karaya aur inko utaare gaadi se

Taxi:Oh bhai saab ye kya khule aam ladki ko ched rahe hai.

Azlaan:kyaaa?? Aap hosh me to hai.

Azka:smiled

Taxi:jao bhai warna me sabko bula luga

Azlaan:aapki information ke liye ye mere saath hai me janta hu inko.

Taxi:bibi jee kya aap janti hai inko?

Azka: jee bhai

Azlaan:look I told u

Azka gaadi se utarti hai aur Azlaan ki car me bethne lagti hai

Taxi:Kaisa zamana aa Gaya hai aajkal ke ladki ladkiyo me sharam hi nahi rahi.khule aam ishq ladaa rahe hai.

Azka and Azlaan heard this,Azka Avoiding eye contact with him.

Azlaan:bhaisaab nikaah kiya hai mene inke saath Biwi hai meri.Aur me inka shohar.ab hum ishq ladaye ya date par jaye aapko koi Masla nahi hona chahiye

Azka turn to Azlaan and she feel so good to here this.Azlaan start the car.

Azlaan:kamaal ke log hai dunia me ,ab me is Umar me ishq ladauga.wo bhi…

Azka:wo bhi mujh se.

Azlan:are nahi me bol raha tha wo bhi road par.

Azka:haa par mera Matlab tha ishq karne ke liye AAPKO me hi milugi kya?

Azka looking in front and Azlaan looking at her..he think something and said

Azlaan:kyu !! aapse main ishq nahi kar sakta?

Azka:Azlaan saab ishq ye to bahot powerful word hai ,mujhe to koi accha bhi kahe to aap kahoge uska taste bahot bura hai.

Azlaan kuch nahi bolta and drive karne lag jata hai.after sometimes Azlaan car rokta hai

Azlaan:mene mom ke liye kuch medicine leni thi aap wait kare me aata hu

Azka gaadi me hai and suddenly uski window par knock hota hai.

Azka:aap …??

Azka dekhti hai ke wo insaan aur koi nahi Azlaan ka wo friend waleed hai

Azka:Aap ….Azlaan saab medical store tak Gaye hai

Waleed:wo mene Dekh liya par aap mujhe ye bataye aap yaha unki gadi me kya kar rahi hai?

Azka: wo..wo hum unke ghar jaa rahe hai.

Waleed:wow Itna bada badlaav ..Azlaan kab se charity karne lag Gaya.lagta hai shanaya ke baad bahot jayada akela ho Gaya hai..par phir bhi aap ke saath??

Azka: kya matlab?

Waleed:Matlab ye ke Badi fast ho aap , us din to bahot masoom lag rahi thi.bahot Badi Badi baate kar rahi thi Azlan ko Aur Aaj Usi ke saath ghum rahi ho.

Azka kuch nahi bolti and mirror upar kar leti hai..Azlaan waha aata hai and waleed ko dekhta hai.

Waleed:kaisa hai yaar?

Waleed hug him and Azlaan azka ko dekhta hai jo ke ro rahi hai

Azlaan:kya hua?

Waleed:kuch nahi me to bas baat kar raha tha,tu bata kaisi chal rahi hai life?

Waleed azka ki taraf dekhta hai

Waleed: Dekhne me to bahot acchi lag rahi hai

Azlaan:bakwas bandh karo,kya kaha Tumne azka se?

Waleed:relax yaar chill kar me kisi ko nahi batauga..waise ek baat to tujhe manni padegi Mera taste sach me accha tha.ye bacchi to Badi hokar Tabahi ho gayi hai.

Azlaan punch him

Azlaan:ab agar Tumne ek aur lafz bola to mujhse bura koi nahi hoga

Azka ye sab dekhti hai aur gaadi we bahar aakar Azlaan ko awaaz deti hai.

Waleed:Azlaan tu is ladki ke liye mujh par haath utha raha hai?itni pasand aa gayi hai tujhe.

Azlaan hold her hand

Azlaan:ye ladki meri biwi hai,Teri himmat kaise hui iske saath battmizi karne ki?Kaash ke mene us din apni ego me na aakar tujhe tab hi ek tappad maar diya hota.

Azlan hold her hand

Azkan:Azka meri izzat hai aur uske bare me ek lafz bhi galat bola to Jaan se maar duga.

Azlaan azka ko lekar chala jata hai


In the car

Azka silently cry and Azlaan thinking about waleed’s words,suddenly he break the car

Azlaan:AZka plz aap Rona bandh kare.mujhe bataye kya bakwaas ki usne aapke saath?

Azka….

Azlaan hold her face and turn to him

Azlaan:Azka plzz batao mujhe

Azka:wo …samajh raha tha ke …me aur aap,,,Matlab …hhumara Galat realtion hai.

Azka rone lag jati hai..Azlaan ko bahot gussa aata hai.wo azka ko dekhta hai

Azlaan:aapne kyu nahi bataya usko ke mera aapka kya rishta hai?

Azka:….

Azlan:aapne use kyu nahi bataya azka?

Azka:mujhe laga aapko accha nahi lagega,kyu ke us din aapne usko..

Azlan ko bahot bura feel hota hai azka ko aise dekhkar

Azlaan:azka muje maaf kar do Meri galati thi jo mene pehle aapke liye stand nahi liya..par ab nahi plz Rona bandh kare soch uski ghathiya hai aap kyu to rahi hai.

Azka just stare at him Azlan Azka ke aasoo saaf karta hai and Azlaan kiss her forehead

Azlaan:relax kuch nahi hua aap Rona bandh kare warna me gaadi ghuma raha hu aur usko phir se

Azka:nahi koi zarurat nahi hai.

Azlaan: to phir aap Rona bandh kare.

Azlaan give her his handkerchief

Azlaan:aapko pani chahiye?

Azka:nahi

Azlaan:azka me bahot sharminda hu..aap plz peechli baato ke liye mujhe maaf kar de.me na samjh tha jo aapko samjh nahi saka tha tab.

Azka:…,

Azlaan:aap thik hai should I start the car

Azka haa bolti hai and Azlaan start the car

Dono ghar aaye hai and azka bina kuch bole apne room me chali jati hai,Azlaan usko rokta nahi hai aur wo bhi apne room me aa jata hai

Azlaan (to him self)

Me phir se azka ke gam ki wajah ban Gaya..kitni baar meri wajah se wo se wo sharminda hogi..pehle me use beizzat karta tha aur Aaj bhi me hi wajah tha.waleed ko to me nahi choduga uski himmat kaise hui wo sab bakwas karne ki.

Azlaan go to the mirror and see him self

Azlan:he remembered how azka cry and how he console her..suddenly he started thinking how he kissed her,he closed his eyes and sit on the chair

Azka’s room

Azka room me aakar bed par Beth jati hai and jo kuch bhi hua wo sochne lag jati hai.Azlaan ka bola hua ek ek word usko sunai de raha hai

How he angry on him,how he protect her,how he hold her hand and how he kissed her

Azka mirror ke pas jati hai and apne forehead ko touch karti hai.

Azka think of her self:

Azlaan saab ne Aaj jo kuch bhi kaha kya wo sach me wo sab baate dil se Bol rahe the..meri izzat meri khushi mere Aasoo kya in sab se unko sach me faraq padta hai.ya phir ye sab isliye tha kyu ke dunia ki nazro me main unki biwi hu.

Par unke dost ko to nahi pata tha na,,na hi us texi wale ko ,Azlaan saab chahte to khamosh reh sakte the par nahi unhone dono ke saamne mujhe apni biwi kaha mujhe apni izzat banaya..aur wo ..wo kya tha ??

Azka Azlaan ki kiss ko yaad karti hai.

Azka tu bhi kya soch rahi hai? Wo shanaya ji ko pyaar karte hai,wo unka pyaar nahi mere liye unki izzat thi.console kar rahe the mujhe.

Azka smiled and go to washroom for change

Next scene

Azlan apni mom ke room me aata hai and dekhta hai azka unke saath hai

Azlaan:kaisi ho mom?

Mom:Allah ka shukar mere bacche.aao betho

Azlaan:aapne dinner kiya?

Mom:nahi bas ab karne lagi hu..me thak gayi hu ab ye sab kha kar

Azka:aunty bas ek aur week phir aap jo dil kare wo khana

Azlaan:yes mom hum bahar chalega kahi ,aapke favourite restaurant par.

Mom:inshaallah beta kyu nahi.,azka beta jao tum dono bhi dinner kar lo

Azka: jee aunty ,bas aapka dinner aa jaye phir hum bhi kar lete hai

Azlaan: azka me study me hu,mom dinner kar le to mujhe bata dena ok

Azka:jee

Next scene

Azka knock on door

Azlaan: mom ne dinner kar liya?

Azka:Jee bas abhi unhi ke pas se aa rahi hu,chale aaye aap bhi dinner kar le.

Azlaan:azka actually mujhe tumhe kahi lekar Jana hai?

Azka:abhi is waqt?

Azlaan:haa kyu?

Azka:nahi kuch nahi par hum jaa kaha rahe hai?

Azlan:its a surprise

Both are in car

Azka:ye to mere ghar ka raasta hai? Amma thik hai na?

Azlaan: don’t worry she is completely alright

Azka:phir hum is waqt waha kyu ja rahe hai?

Azlan:kisne kaha hum waha jaa rahe hai?

Azka: to phir?

Azlan stop the car

Azlaan:hum yaha ye khane aaye hai

Azka dekhti hai ke azlan use uske favourite Bandh kabab ki shop par laya hai

Azka with smile: aapko is shop ka kaise pata?

Azlan:meri apni sources hai madam

Azka: jasoosi kar rahe hai meri?

Azlan:anything for u,chalo ab aap batao yaha order kaise karte hai mujhe koi idea nahi hai

Azka hasne lag jati hai

Azka: me order kar deti hu aap ruke

After sometime

Old man came with bandh kabab,

Azka unse kabab leti hai and usko kuch paise deti hai.Wo aadmi bahot khush hota hai

Azka:Allah aapko mohtaazi se bachaye

Wo aadmi bhi azka ko bahot duaa deta hai Azlan ye sab dekhta hai

Azka: kitni jaldi hum neki Kama sakte hai na..sirf thode se paise dene par unhone mujhe kitne karodo ki duaa de di.

Azlan:sach me ,ek waqt tha jab me ye sab ko nahi manta tha ,shanaya ka ye sab karna mujhe weird lagta tha.

Azka:aapko pata hai hum paise dekar inse umeed rakhte hai ke ye humare liye duaa kare jab ke sach ye hai ke jiski madad karo use dua bhi deni chahiye .kyu ke duaa ki use hum se jayada zarurat hoti hai

Azlan azka ki ye baat se bahot impressed hota hai.

Azka:azlan sab aap bhi khana pasand karege?

Azlan:of course aapko kya lagta hai mene Aaj roza rakhna hai

Azka:nahi aapka pata nahi hai na ..aap aisi jagah jate nahi hai na.

Azlan:ha but now I want to try this.

Azlan bite leta hai

Azlan:wow its taste yummy ,pata hai shanaya ko bhi aisi jagaho par khana bahot pasand tha.

Azka:aap unke saath aate the yaha?

Azlan:not here but shanaya ko chaat golgappe ye sab pasand the so wo zabardasti mujhe lekar aati thi.

Azka:ye to har ladki ki favourite hai.

Both are eating and Azlan Azka ke face par finger rakhta hai.AZka use dekhne lag jati hai

Azlan:face par ketchup laga hua tha.

Azka:ohh Thank you

Dono ekdusre ko dekhkar smile karte hai Azlan car start karta hai and waha se chale jate hai but somebody watching them.none other than ABID







End of part 3

Edited by sanabmw - 2 years ago
sanabmw thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Part 3 is on page 55

Do check and comments 😊

Posted: 3 years ago

Originally posted by: kamleshmehra

Abid Azka ki bhabhi Kanwal ka cousin hai aur Azka ke pichhe padha hai kafi salon se... Obsessed hai Azka se..

Itna door ka rishta😆

Thanks for the clarification

Posted: 3 years ago

Originally posted by: sanabmw

It’s not a shocking thing Sweety ab mis nahi kiya to nahi kiya.8 years ke baad gayi thi wo bhi only 35 days so kaun mis karega hubby ko jab aapke paas Dad,bros,bhabhi,childhood friends aur Itna Sara khana ho 🤣

Wapas to aana hi tha 😵

To jeeju pe nazar kaise rakhti thi?

Posted: 3 years ago

Originally posted by: sanabmw

Part 3 is on page 55

Do check and comments 😊

I already commented on part 4

ab main part 3 dobara kyun parhoon🤔

shridharg thumbnail
Visit Streak 90 Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 3 years ago

Originally posted by: sanabmw

Part 3 is on page 55

Do check and comments 😊

Will check .....❤️ Good night all ❤️

kamleshmehra thumbnail
6th Anniversary Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 2
Posted: 3 years ago

Originally posted by: sanabmw

Part 1 on 51

Part 2 on 52

Here we go part 3

Part 3

Dono ghar aate hai and apne apne rooms me Jane lagte hai.

Azka:sune

Azlaan: jee

Azka:dinner ke liye thank you,Aur

Azlaan:Aur?

Azka:me kal se hospital join karna chahti hu

Azlaan:so?

Azka:aapko koi itraaz to nahi hai na?

Azlaan smiled

Azlaan:Azka I m not ur boss ,aapko kuch bhi karne ke liye mujhse puchne ki zarurat nahi hai.

Azka :Mene aapko pehle bhi kaha tha ke jab tak me yaha aapke ghar me hu me paabandh hu ke me jo bhi karu wo aapko pata ho.

Azlaan:aur me bhi aapko pehle Bol chuka hu ke aap ko meri ijazat ki zarurat nahi hai kuch bhi karne ke liye,aur ye ghar aapka bhi hai.

Azka:…..

Azlaan:me sach keh raha hu !! aap mere nikaah me hai azka ,as a law or as a shariat ye ghar par aapka pura HAQ hai.

Azlaan apne room me Jane lagta hai and azka usko stairs se Dekh rahi hai.and suddenly Azlaan turned

Azlaan:azka thank you mere saath dinner par chalne ke liye khuda hafiz

Azka:khuda hafiz

Next scene

Azka thinking about Azlaan

Azka (POV)

kitni ajeeb hai na ye zindagi har mode par alag jo cheez hum sochte hai hota usse Bilkul alag hai,mene kabhi nahi socha tha ke ek din zindagi mujhe aise Azlaan saab ke saamne laa kar khada kar degi jis insaan ke naam se mujhe chid thi Aaj uska naam mere naam ke saath jud gaya hai.

Jis insaan ke saath me do min nahi khadi reh sakti Aaj Allah ki raza se usi ke ghar me reh rahi hu.zindagi sach me ajeeb hai.

Aur is zindagi se bhi jayada jo ajeeb hai wo hai Azlaan saab mene unki ye side agar na dekhi hoti to me kabhi yaqeen nahi karti ke wo aise bhi ho sakte the.wo shakhs jo muje insaan bhi nahi samjhta tha Aaj meri fiqar kar raha tha mujh se maafi ki talab kar raha tha.

Shanaya ji ke saath unhone apna baccha bhi khoya tha,kya wo ye sab deserve karte the??agar shanaya ji us din waha nahi jati to Aaj wo aur Azlaan saab ek saath apne bacche ke saath khush hote.unki humare liye wo nafrat wo ilzaam galat to nahi the ,agar wo chahte to mujhe us din bata sakte the ke mere medical ki fee wo pay kar rahe hai par unhone kyu nahi bataya.

Azka think for some minutes and than wo room se bahar aati hai.

Next scene

Knock

Azlaan:aa jaye

Azka again knock and this time Azlaan open the door

Azlaan:Azka aap yaha,aapko kuch chahiye tha?

Azka:aapse ek sawaal tha.

Azlaan:come ..aap andar aa jaye pehle

Azka room me aati hai and Azlaan use Bethne ko kehta hai bed par but wo chair ki taraf jakar bethti hai.

Azlaan:jee ab bole kya puchna tha aapne?

Azka:aapne Hume kabhi kyu nahi bataya ke aap meri medical ki fee de rahe hai.

Azlaan:us se kya hona tha?

Azka:aap Humare ghar aaye the gawaahi ke liye bolne aap us time ye bata sakte the phir aapne kyu nahi bataya?

Azlaan:me juth nahi kahuga aapse,aapke college aane ke baad mere mind me ye baat aayi thi phir shanaya ki baat yaad aa gayi wo hamesha kahti thi ke neki ko neki samjh kar karni chahiye.

Azka:agr me us din office nahi aati aapke to aap mujhe kabhi nahi batate ke aap the jisne meri fee dee thi?

Azlaan:haa sayad aapko kabhi pata nahi chalta

Azka kuch nahi bolti khamosh rahti hai

Azlaan:me aapse ek sawaal karu?

Azka:…

Azlaan:agar us waqt me aapko bata deta to aap kya karti?

Azka:me medical nahi karti chod deti apni padhayi.

Azlaan:kyu?

Azka:kyu ke hum gawaahi nahi de sakte the aur …aur..aapse kisi bhi tarah ki madad nahi le sakte the

Azlaan:aur wo kyu?

Azka:wo ..isliye ke

Azka kuch nahi bolti Azlaan use dekhta rehta hai and ek sad si smile karta hai

Azlaan:aapko kuch bolne ki zarurat nahi hai me janta hu aap mujhe pasand nahi karti aur isliye aap kabhi bhi mujhse koi help nahi leti.

Azka:nahi…aahh …aisi koi baat

Azlaan:plz don’t ..mujhe pata hai me kaisa tha,.mene shanaya ki neki ko zaaya kar diya ,aapko us din office me sabke saamne humiliate kar ke.aapko ye jata kar ke mene aap par ehsaan kiya hai,jab ke ye sabkuch shanaya ne kiya tha.Aur aap mere us ehsaan ka badla utaar ne ke liye ye contract ke liye maan gayi.

Azka just looking at Azlaan

Azlaan:aapke saath mene bahot ziyatti ki hai azka aur ye baat ka ehsaas mujhe tab hua jab aapki bhabhi se meri hospital me mulaqat hui.she is right aap masoom thi aur mene aapke saath

Azlaan azka ki side nahi dekhta and turn ho jata hai

Azka:kuch nahi kiya aapne.

Azlaan turn his face to her

Azka:mene jo kiya apni marzi se kiya aapne mujhe force nahi kiya tha.

Azka:har insaan me burai ke saath acchayi zarur hoti hai.

Azlan:mujh me to koi nahi hai aur na thi

Azka:ye aapka khayaal hai.mere khayaal me aapke andar tab bhi acchayi thi.

Azlaan smile

Azlaan:mujhe bura na lage isliye ye sab Bol rahi hai na?

Azka:nahi Bilkul bhi nahi,me juth nahi Bol rahi,me aapko jayada to nahi janti par ha jitni baar aapse mulaqat hui hai mene aapko har baar alag paya hai.

Azlaan:….

Azka:aapse bina mile me bahot mutasir thi aapko lekar jitna kuch suna tha ke aap aise hai waise hai bade aadmi hai.par jab aap aaye aur aapne mujhe daata me bahot royi mujhe bura laga.aapse khof aane lag Gaya tha mujhe,Aur usi khof ki wajah se wajah se mene us din wo tuta hua perfume chupaya tha.me darr gayi thi aapse.

Azlaan:azka sometimes me sochta hu aap mujhse kitni nafarat karti hogi na

Azka:nafarat to aap bhi mujhse karte the

Azlaan:sharminda kar rahi ho mujhe

Azka:Bilkul nahi!! me to aapko ye bata rahi hu ke us nafarat ke bawajud aap mujhe us din beach raste me chodkar nahi Gaye..mere ghar tak chodne aaye the.Aur phir meri book bhi wapas karne aaye.mujhse nafarat ke bawajud aapko meri parwaah meri fiqar thi.Aur rahi baat is contract ki to mene apni marzi se ye kiya hai aapne mere saath koi zor zabardasti nahi ki.Azlaan saab I trust u.

Azlaan:Azka me bahot bura hu me aapka ye trust deserve nahi karta

Azka:Acche bure ka Faisala karne Wali Allah ki zaat hai.agar aap bure hote to kabhi bhi meri fee nahi dete par aapne apni nafarat ko peeche kar ke shanaya ji ki khawaish ko aage rakha!!

Azlan:me aapke trust ke qabil nahi hu

Azka:Agar aap par trust nahi karti to me Aaj raat ke is time me aapke bedroom me aapke saath nahi bethi hoti, aapki nazro me mujhe hamesha gussa,ilzaam nazar aaya hai par badniyati kabhi nazar nahi aayi.mujhe bas yahi puchna tha ke aapne mujhe kyu nahi bataya kabhi ke aapne meri fee dee thi aur uska jawaab dekar aapne mujhe ek aur wajah de di hai aapko trust karne ki.

Azka khadi hoti hai aur Jane lagti hai but wo rukti hai aur turn hoti hai.

Azka:me bed par isliye nahi bethi kyu ke ye meri jagah nahi hai..ye jagah shanaya ji ki thi aur hamesha unki rahegi.aapne mujhe izzat dee meri liye yahi sabkuch hai.

Allah hafiz

Azka chali jati hai and Azlaan door bandh karta hai aur jaha azka bethi hui thi waha dekhkar muskurane lag jata hai.

Azlaan(POV)

Ek me tha jo ke hamesha se azka ko bura samjhta tha aur ek ye hai mere itne bure salook ke bawajud mujhe meri acchayi Gina kar chali gayi.

Azlaan recalled all the moments with azka and after sometimes he fell asleep

Next morning

Azka set the breakfast table

Azka:Asalam o alikum Aunty,aap yaha kyu aa gayi me aapka naashta kamre me laa rahi thi

Mom:Walekum Assalam beta ,Bas Aaj Mera dil kar raha tha apne baccho ke saath nashta karne ka.

Azka:chale aap Bethe me bas do minute me aapka nashta lati hu.

Azka kitchen me jati hai and azlaan dining table par aata hai

Azlaan:Asalam o alikum Mom kaisi hai aap?

Mom:walekum Asalam beta Bilkul thik.

Azlaan apni mom se baat kar raha hai Azka sitwat ke liye nashta laati hai.Azlaan opposite side par betha hai so azka use nahi dekhti

Azka:Aunty chale aap jaldi jaldi nashta kar le phir aapne medicine bhi leni hai.

Mom:thank you beta kitna dyaan rakhti ho tum mera.

Azka:aap bhi to mujhe Itna pyaar karti hai.

Azlaan Yesab dekhkar khush hota hai.Azka sitwat ke saath Wali chair par bethti hai and Uska dyaan saamne Wali chair par jata hai jaha Azlaan betha hua hai

Azlaan:asalam o alikum

Azka:sorry..walekum assalam aap kab aaye?

Azlaan:jab aap mom ke saath busy thi.

Azka: ohh

Mom:beta tum Aaj se join kar rahi ho?

Azka: jee aunty

Mom:chalo ye to acchi baat hai.

Azlaan:Azka aap ready ho jao me aapko hospital drop kar duga

Azka:jee bahot shukriya par me chali jaugi..Aap late ho jayege meri wajah se.

Azlaan:being the gentleman ye mera farz hai ke me aapko office drop karu kyu mom?

Azlaan smile karta hai and juice pee raha hai and Azka tea pot se tea daal rahi hai and Azlaan ko dekhkar smile karti hai ,sitwat dono ko dekhkar khush hoti hai.

Next scene

Azlaan drop her at hospital

Azka:Bahot shukriya aapka

Azlaan:aapka off time kab hai?

Azka:waise to 6 pm hai but agar patient jayada ho to time lag jata hai.don’t worry I can manage aur ha sham ko mene Amma ki taraf Jana hai kuch der ke liye

Azlaan:ok than bye

Azka:Allah hafiz

In the evening

Azka:bhabhi aapne bahot accha kiya aap bhi aa gayi

Kanwal:Kaise nahi aati

Azka:accha bataye khalid bhai kaise hai?

Kanwal:sab acche hai tu bata begam sahiba kaisi hai?

Azka:kafi behtar hai

Kanwal:aur azlan saab unka rawwaiya sahi hai na tere saath

Azka: jee bhabhi wo bahot badal Gaye hai.aapko pata hai kal wo mujhe dinner par le Gaye

Kanwal:Azka Dekh me tujh par ya unpar shaq nahi kar rahi par baccha ye sahi nahi hai,Tumne kuch dino me alag ho Jana hai Tera unke saath yu betaqaluf hona accha nahi hai.

Azka: kya ho Gaya jao bhabhi..aisa kuch nahi hai aap janti hai na me aur wo bas unki mom ki wajah se saath hai.jaise hi wo thik ho jayegi hum alag ho jayege

Kanwal:par azka ye jo rishtey hote hai na inme kab kareeb aa jate hai pata nahi chalta..me nahi chahti tujhe koi gam mile

Azka:uff bhabhi kya aap bhi me aur azlan sab aap bhi na ..meri taraf se aisa kuch nahi hai aur wo to shanaya ji se mohabbat karte hai.chale chode Aur plz mere liye garam garam chai bana de

After some days AZka and azlan ke beach acchi friendship hoti jaa rahi hai.

Azka hospital se nikalti hai and taxi me bethti hai,Texi signal par rukti hai and suddenly azka heard some horns.she turn and see Azlaan.Both are smile to each others

Azlaan bina kuch bole use ishaara karta hai ke wo texi chodkar car me aa jaye.Azka is like no it’s ok!!

Azlaan now ghooring her and again he signal her to come.Azka take a deep breath and again said no.Azlaan window neache kar ke driver ko paise deta hai and said

Azlaan:bhaisaab aap ye le apna karaya aur inko utaare gaadi se

Taxi:Oh bhai saab ye kya khule aam ladki ko ched rahe hai.

Azlaan:kyaaa?? Aap hosh me to hai.

Azka:smiled

Taxi:jao bhai warna me sabko bula luga

Azlaan:aapki information ke liye ye mere saath hai me janta hu inko.

Taxi:bibi jee kya aap janti hai inko?

Azka: jee bhai

Azlaan:look I told u

Azka gaadi se utarti hai aur Azlaan ki car me bethne lagti hai

Taxi:Kaisa zamana aa Gaya hai aajkal ki ladkiyo me sharam hi nahi rahi.khule aam ishq ladaa rahe hai.

Azka and Azlaan heard this,Azka Avoiding eye contact with him.

Azlaan:bhaisaab nikaah kiya hai mene inke saath Biwi hai meri aur me inka shohar.ab hum ishq ladaye ya date par jaye aapko koi Masla nahi hona chahiye

Azka turn to Azlaan and she feel so good to here this.Azlaan start the car.

Azlaan:kamaal ke log hai dunia me ,ab me is Umar me ishq ladauga.wo bhi…

Azka:wo bhi mujh se.

Azlan:are nahi me bol raha tha wo bhi road par.

Azka:haa par mera Matlab tha ishq karne ke liye AAPKO me hi milugi kya?

Azka looking in front and Azlaan looking at her..he think something and said

Azlaan:kyu !! aapse main ishq nahi kar sakta?

Azka:Azlaan saab ishq ye to bahot powerful word hai ,mujhe to koi accha bhi kahe to aap kahoge uska taste bahot bura hai.

Azlaan kuch nahi bolta and drive karne lag jata hai.after sometimes Azlaan car rokta hai

Azlaan:mene mom ke liye kuch medicine leni thi aap wait kare me aata hu

Azka gaadi me hai and suddenly uski window par knock hota hai.

Azka:aap …??

Azka dekhti hai ke wo insaan aur koi nahi Azlaan ka wo friend waleed hai

Azka:Azlaan saab medical store tak Gaye hai aaye hi hoge

Waleed:wo mene Dekh liya par aap mujhe ye bataye aap yaha unki gadi me kya kar rahi hai?

Azka: hum ghar jaa rahe hai?

Waleed:wow Itna bada badlaav ..Azlaan kab se charity karne lag Gaya.lagta hai shanaya ke baad bahot jayada akela ho Gaya hai..par phir bhi aap ke saath??

Azka: kya matlab?

Waleed:Matlab ye ke Badi fast ho aap , us din to bahot masoom lag rahi thi.Aur Aaj Usi ke saath ghum rahi ho.

Azka kuch nahi bolti and mirror upar kar leti hai..Azlaan waha aata hai and waleed ko dekhta hai.

Waleed:kaisa hai yaar?

Waleed hug him and Azlaan azka ko dekhta hai jo ke ro rahi hai

Azlaan:kya hua?

Waleed:kuch nahi me to bas baat kar raha tha,tu bata kaisi chal rahi hai life? Dekhne me to bahot acchi lag rahi hai

Azlaan:bakwas bandh karo,kya kaha Tumne azka se?

Waleed:relax yaar chill kar me kisi ko nahi batauga..waise ek baat to tujhe manni padegi Mera taste sach me accha tha.ye bacchi to Badi hokar Tabahi ho gayi hai.

Azlaan punch him

Azlaan:ab agar Tumne ek aur lafz bola to mujhse bura koi nahi hoga

Azka ye sab dekhti hai aur gaadi we bahar aakar Azlaan ko awaaz deti hai.

Waleed:Azlaan tu is ladki ke liye mujh par haath utha raha hai?

Azlaan hold her hand

Azlaan:ye ladki meri biwi hai,Teri himmat kaise hui iske saath battmizi karne ki?Kaash ke mene us din apni ego me na aakar tujhe tab hi ek tappad maar diya hota.Azka meri izzat hai aur uske bare me ek lafz bhi galat bola to Jaan se maar duga.

Azlaan azka ko lekar chala jata hai

In the car

Azka silently cry and Azlaan thinking about waleed’s words,suddenly he break the car

Azlaan:AZka plz aap Rona bandh kare.mujhe bataye kya bakwaas ki usne aapke saath?

Azka….

Azlaan hold her face and turn to him

Azlaan:Azka plzz batao mujhe

Azka:wo …samajh raha tha ke …me aur aap,,,Matlab …hhumara Galat realtion

Azka rone lag jati hai..Azlaan ko bahot gussa aata hai.wo azka ko dekhta hai

Azlaan:aapne kyu nahi bataya usko ke mera aapka kya rishta hai?

Azka:….

Azlan:aapne use kyu nahi bataya azka?

Azka:mujhe laga aapko accha nahi lagega,kyu ke us din aapne usko..

Azlan ko bahot bura feel hota hai azka ko aise dekhkar

Azlaan:azka muje maaf kar do Meri galati thi jo mene pehle aapke liye stand nahi liya..par ab nahi plz Rona bandh kare soch uski ghathiya hai aap kyu to rahi hai.

Azka just stare at him Azlan Azka ke aasoo saaf karta hai and Azlaan kiss her forehead

Azlaan:relax kuch nahi hua aap Rona bandh kare warna me gaadi ghuma raha hu aur usko phir se

Azka:nahi koi zarurat nahi hai.

Azlaan: to phir aap Rona bandh kare.

Azlaan give her his handkerchief

Azlaan:aapko pani chahiye?

Azka:nahi

Azlaan:azka me bahot sharminda hu..aap plz peechli baato ke liye mujhe maaf kar de.me na samjh tha jo aapko samjh nahi saka tha tab.

Azka:…,

Azlaan:aap thik hai should I start the car

Azka haa bolti hai and Azlaan start the car

Dono ghar aaye hai and azka bina kuch bole apne room me chali jati hai,Azlaan usko rokta nahi hai aur wo bhi apne room me aa jata hai

Azlaan (to him self)

Me phir se azka ke gam ki wajah ban Gaya..kitni baar meri wajah se wo se wo sharminda hogi..pehle me use beizzat karta tha aur Aaj bhi me hi wajah tha.waleed ko to me nahi choduga uski himmat kaise hui wo sab bakwas karne ki.

Azlaan go to the mirror and see him self

Azlan:he remembered how azka cry and how he console her..suddenly he started thinking how he kissed her,he closed his eyes and sit on the chair

Azka’s room

Azka room me aakar bed par Beth jati hai and jo kuch bhi hua wo sochne lag jati hai.Azlaan ka bola hua ek ek word usko sunai de raha hai

How he angry on him,how he protect her,how he hold her hand and how he kissed her

Azka mirror ke pas jati hai and apne forehead ko touch karti hai.

Azka think of her self:

Azlaan saab ne Aaj jo kuch bhi kaha kya wo sach me wo sab baate dil se Bol rahe the..meri izzat meri khushi mere Aasoo kya in sab se unko sach me faraq padta hai.ya phir ye sab isliye tha kyu ke dunia ki nazro me main unki biwi hu.

Par unke dost ko to nahi pata tha na,,na hi us texi wale ko ,Azlaan saab chahte to khamosh reh sakte the par nahi unhone dono ke saamne mujhe apni biwi kaha mujhe apni izzat banaya..aur wo ..wo kya tha ??

Azka Azlaan ki kiss ko yaad karti hai.

Azka tu bhi kya soch rahi hai? Wo shanaya ji ko pyaar karte hai,wo unka pyaar nahi mere liye unki izzat thi.console kar rahe the mujhe.

Azka smiled and go to washroom for change

Next scene

Azlan apni mom ke room me aata hai and dekhta hai azka unke saath hai

Azlaan:kaisi ho mom?

Mom:Allah ka shukar mere bacche.aao betho

Azlaan:aapne dinner kiya?

Mom:nahi bas ab karne lagi hu..me thak gayi hu ab ye sab kha kar

Azka:aunty bas ek aur week phir aap jo dil kare wo khana

Azlaan:yes mom hum bahar chalega kahi ,aapke favourite restaurant par.

Mom:inshaallah beta kyu nahi.,azka beta jao tum dono bhi dinner kar lo

Azka: jee aunty ,bas aapka dinner aa jaye phir hum bhi kar lete hai

Azlaan: azka me study me hu,mom dinner kar le to mujhe bata dena ok

Azka:jee

Next scene

Azka knock on door

Azlaan: mom ne dinner kar liya?

Azka:Jee bas abhi unhi ke pas se aa rahi hu,chale aaye aap bhi dinner kar le.

Azlaan:azka actually mujhe tumhe kahi lekar Jana hai?

Azka:abhi is waqt?

Azlaan:haa kyu?

Azka:nahi kuch nahi par hum jaa kaha rahe hai?

Azlan:its a surprise

Both are in car

Azka:ye to mere ghar ka raasta hai? Amma thik hai na?

Azlaan: don’t worry she is completely alright

Azka:phir hum is waqt waha kyu ja rahe hai?

Azlan:kisne kaha hum waha jaa rahe hai?

Azka: to phir?

Azlan stop the car

Azlaan:hum yaha ye khane aaye hai

Azka dekhti hai ke azlan use uske favourite Bandh kabab ki shop par laya hai

Azka with smile: aapko is shop ka kaise pata?

Azlan:meri apni source hai madam

Azka: well well aap to bade chupe rustam nikle

Azlan:anything for u,chalo ab batao yaha order kaise karte hai mujhe koi idea nahi hai

Azka hasne lag jati hai

Azka: me order kar deti hu aap ruke

After sometime

Old man came with bandh kabab

Azka unse kabab leti hai and usko kuch paise deti hai.Wo baccha bahot khush hota hai and azka ko duaa dene lag jata hai

Azka:Allah aapko mohtaazi se bachaye

Azlan ye sab dekhta hai

Azka: kitni jaldi hum neki Kama sakte hai na..sirf thode se paise dene par unhone mujhe kitne karodo ki duaa de di.

Azlan:sach me ,ek waqt tha jab me ye sab ko nahi manta tha ,shanaya ka ye sab karna mujhe weird lagta tha.

Azka:aapko pata hai hum paise dekar inse umeed rakhte hai ke ye humare liye duaa kare jab ke sach ye hai ke jisko kheraat sadqa do use saath duaa bhi do..kyu ke duaa ki use hum se jayada zarurat hai.

Azlan azka ki ye baat se bahot impressed hota hai.

Azka:azlan sab aap bhi khana pasand karege?

Azlan:of course tumhe kya lagta hai mene Aaj roza rakhna hai

Azka:nahi aapka pata nahi hai na ..aap aisi jagah jate nahi hai na.

Azlan:ha but now I want to try this.

Azlan bite leta hai

Azlan:wow its taste yummy ,pata hai shanaya ko bhi aisi jagaho par khana bahot pasand tha.

Azka:aap unke saath aate the yaha?

Azlan:not here shanaya ko chaat golgappe ye sab pasand the so wo zabardasti mujhe lekar aati thi.

Both are eating and Azlan Azka ke face par finger rakhta hai.AZka use dekhne lag jati hai

Azlan:face par ketchup laga hua tha.

Azka:ohh Thank you

Dono ekdusre ko dekhkar smile karte hai Azlan car start karta hai and waha se chale jate hai but somebody watching them.none other than ABID smiley2

Hope u like it do comment smiley27

loved the update❤️

I like the way story is progressing...The way Azlan and Azka interact...His assurance that it's her house and she can do whatever she want.....Azka' s trust on him...

It's good that they are interacting much...Azka asking him about why he did not tell her about the payment....and her telling him about her feelings regarding their earlier meetings ..their emotional bonding❤️

Kanwal usko sahi samjha Rahi hai vaise....Azka may fall for him....which may not be good considering their separation.....Taxi wala scene is really very good ...unke lighthearted moments...Waleed wala toh you know I like and mera favourite dialogue bhi hai usmei😆.. Azlan acknowledging her as his wife.....Azlan jis tarah se situation handle karta hai...Azka ko sambhalta hai....the forhead kiss❤️....their thoughts about each other.....

Vo usko bahar le jata hai...I love their growing friendship. And Abid Bhai aa gaye story mei😈

Waiting for the next one😊

swetha10 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Lovely update..

Enjoyed the taxi scene and their growing friendship..

Wow Abid in the story to add spice.. interesting..

Waiting for the next one.. update soon

Cheers

Related Topics

Pakistani Serials Thumbnail

Posted by: anikamathur

1 years ago

Faraar (GREEN) - Hamza Ali Abbasi, Sohai Ali Abro, Ahmed Ali Akbar

Hamza Ali Abbasi and Sajal Ali To Pair Up For A New Drama Titled Farar after 5 years 👇🏻👇🏻...

Expand ▼
Pakistani Serials Thumbnail

Posted by: anikamathur

8 months ago

Dastak (ARY) - Ali Raza, Feroz Qadri, Sohai Ali Abro

Ali Raza and Sohai Ali Abro to do a New Drama titled Dastak Directed by Marina Khan and Produced by Humayun Saeed Through Six Sigma...

Expand ▼
Pakistani Serials Thumbnail

Posted by: anikamathur

6 months ago

Sunn Mere Dil (GEO) #13 - Wahaj Ali, Maya Ali, Hira Mani Sunn Mere Dil (GEO) #13 - Wahaj Ali, Maya Ali, Hira Mani

This is The Part 13 Thread For Geo's Hit Drama Sunn Mere Dil...

Expand ▼
Pakistani Serials Thumbnail

Posted by: awida

2 years ago

The Pink Shirt (Zee5) - Wahaj Ali, Sajal Ali

#JustIn after giving us superhit shows like #DarrSiJatiHaiSila and #RaqeebSe The writer-director duo #BeeGul and #KashifNisar paired up for...

Expand ▼
Pakistani Serials Thumbnail

Posted by: SherDilNetaji

7 months ago

Yumna-Wahaj {YUMHAJ/MEERASIM} AT#3

WELCOME TO THE YUMHAJ / MEERASIM AT #3 HELLO EVERYONE 🤗 FOR SHOW WE HAVE THE DT, SO PLEASE REFRAIN FROM DISCUSSING ANY SEQUENCE OF THE SHOW...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".