Originally posted by: BossLady
Ear piercing ka mera experience bada bura raha tha
Mere kaan pak gaye the usne nas pe ched diya thaš”
Fir to maine patani kya kya lagaya
Jisne jo bola sab lagaya
Subah oas uthake lagati thiš¤£
Dawai khai, ayurvedic tel lagaye š
Kisi ne bola tha sharab lagane se thik ho jate
To mummy ne vo bhi lagai Mausa ji ke ghar se lakeš„±
Maine nose piercing se tauba karliš
Tere sath kya hota rehta hai š¤£š¤£š¤£
