Originally posted by: IamRaj96
Par shayad koi maana nhi hoga iss shaadi ko.
Banni ki ek aur shaadi ho rahi hogi waha pe jaake yuvaan usse shaadi karega na according to original show khd. Tab hogi inki asli shaadi.
No yahi original shaadi hai bas isme gunde se shaadi wala hata diya hai. Abhi mujhe yaad aaya Khukhu mein bhi aisa hua thaa aur Khukhu ne shaadi accept nahi ki phir original dadasa aur dadisaa ne request karne pe vo maani aur phir usko realize bhi hua that she loves him phir vo gayi uske sasural.
