Chachi ne thhoda akal apna udhar diya hai... wish Meety had done the same to Meetwa like she did with Tej... sar par 1-2 se thhoda brain would have shifted back into place.
Kriti Sanon vs Kangana Ranaut neckline Raksha Bandhan controversy
Toxic opens with more that 100 cr Day 1 domestic nett, 55 cr Hindi!!!
Yeh Fitoor Tera episode discussion thread # 1
Nepal Flash Flood Disaster: Hundreds feared dead
Travel photography and stories
Chachi ne thhoda akal apna udhar diya hai... wish Meety had done the same to Meetwa like she did with Tej... sar par 1-2 se thhoda brain would have shifted back into place.
Originally posted by: Anjureads

Wo bichara thoda akal hai usme lekin maa aur behen chup kara dete..
Raj uncle bhi aaye sapno mai sahi raasta dikhaane.. 🤣🤣
Jahan tak 2-4 ki baat hai I want same.. Sahi ho jaata ek baar mai.. 😆
Originally posted by: Anjureads
Chachi ne thhoda akal apna udhar diya hai... wish Meety had done the same to Meetwa like she did with Tej... sar par 1-2 se thhoda brain would have shifted back into place.
1-2 kya... 10-20 hi maar deti! Itne saare toh kand kiye hai usne!
Khaayega wo jald! 😌
Lagta hai in anticipation leap ke baad shuru kar diya tha. Hum hi intention na samajh payi. Tab toh bada taras kha rahe the sab Meetwa pe...
Meety se achacha koi nahi janta Meetwa ko. Usko pata tha yeh ladka aisa hi kuch karega. Iska dimag line par lana zaroori hai.

Haan tab mujhe bura lagta tha iske liye! Tabse practice kar rahi thi Meety.. 🤣🤣
Lagta hai in anticipation leap ke baad shuru kar diya tha. Hum hi intention na samajh payi. Tab toh bada taras kha rahe the sab Meetwa pe...
Meety se achacha koi nahi janta Meetwa ko. Usko pata tha yeh ladka aisa hi kuch karega. Iska dimag line par lana zaroori hai.
before leap too we felt bad for all the emotional blackmail Meety used on Meetwa 😄