Originally posted by: Rashmi31
Ekdum Ghatiya insaan hai ye gadha Trash lekin kya karen Makers ka pate nai kyun favourite hai akha din Anupamaa ki chowkidari karta hai kam Kaj toh kuch karta nai hai idiot kahin ka
Kyuki free ka drama deta hai 🤭
Mera bhi favourite hai... Favourite villian ✨
Love to hate him.
7