Kartha hun main sirf khudse pyar
Par duniya ko boltha hun
Main hun family man
Har colleague jisse hai mera fayda
Hain mera pyar ka shikar
Jahe woh ho Kavya ya Malvika
Phir bhi I am family man
Romeo bhi mujhse sharma jahe
Itne hain mere pyar ke kisse
Phir bhi anupama sab ko kahe
Main hun family man
Anupama thi meri biwi
Magar maine usko bana rakha tha mera naukaar
Magar phir bhi kaye sayani anupama sabse
Kahe Vanraj hai family man
Kabhi mere teeno baccho ko
Nahi diye maine koi time
Ya sikhaye acche sanskaar
Phir bhi Anupama bole
main hun accha pita
Kyunke main hun family man
Har waqt bapuji ko kaha maine failure
Baa ko dakha dekha ghar se kiya bahar
Dolly se cheena maine property
Chinta hun main sab ka chain
Phir bhi anupama kahe main hun accha beta
Kyun ke main hun family man
Sari ladkiyan hain mujhpe fida
Anupama ho ya kavya ya phir Malvika
Phir bhi anuj kapadia ko hai mujhpe skaq
Kehta phirta woh sabse
Ke main nahi hun family man
Main joh bhi kartha hun
Sirf apni family ke liye
Main bana jatha tha bada aadmi
Nazar thi meri anuj kapadia ki daulat par
To kiya Malvika se affair
Phir bhi anuj kapdia kaye
Ke main nahi hun family man
Mere pyar mai sab andhe
Jahe ho Baa ya anupama
Ya ho pakhi aur Toshu
Dikthi nahi inko meri gunna kabhi bhi
Kyun ke main hun family man
Main hun sabka super hero
Bollywood ya Hollywood hero
Sab hain mere aage fail
Kyun ke main hun one and only
Vanraj Shah THE family man