Noh Hwa Young ko kya punishment mili ? Volcano mein phenk diya kya usko ? 🤣
Usko toh death penalty mili thi lekin phir bhi 1 saal baad zinda thi saali nd then no tae nam ne usko letter likha tha ki he is wating for her which means uski saza death penalty se kam kar di gayi 😒😒
Waise Noh hwa young kaafi hadh tak melancholia ki Noh jung ah jesi dikhti hai, shayad mele me bichdi hui behne hongi 🤣🤣