haa vo to hai... Bacchu ka din kharab kar diya...🤔Originally posted by: pallavi_p28
Sargu ki galti nhi hai
Uske doston ne gussa dilaya per bacchi ka din kharab hua
Pagal log..🤦♀️
Par socho hasegi bhi bahot jab yaad karegi kya kya bola usne...🤣
Massive backlash for Rashmika's hindi in Cocktail. Your thoughts?
Leap promo is on tv link added
Your thoughts on Sharvari?
Eetha will triump, Toxic will fizzel out!
So verdicts are not given on domestic net anymore!?
The Mask ~ A Parnavi (Parth-Vaishnavi) Three-Shot ~ Chap 2 on pg 1
Alia and Sharvari dancing to the new viral sensation song
The organic love and craze which Alia wants but Shradha gets
Love And War Night Shoot Halted
What’s he talking about - corrupt collection ?
haa vo to hai... Bacchu ka din kharab kar diya...🤔Originally posted by: pallavi_p28
Sargu ki galti nhi hai
Uske doston ne gussa dilaya per bacchi ka din kharab hua
Pagal log..🤦♀️
Par socho hasegi bhi bahot jab yaad karegi kya kya bola usne...🤣
nahi hii karni chahiye.. Aise dosto se kya baat karna..🙄
Aage bhi ye yahi karenge..aapko nahi lagta..
Aage bhi yahi rahega to sargu ki gaali hai na🤣
Mujhe govinda ki yaad aa gai
Sade hue badboodar karele🤣
Chuse hue aam🤣
ek dum A one plan hai...🤣🤣
Ek dum motivational...🤣
Ye nimbu itna bhaav kyu kha raha hai
Sabji wale ne bejatti jar di. 😒Maine bola bhaiya 10 ki 2 nimboo de do. To bolta hai. 10 ki to 1 bhi nhi dunga aur mere haath se nimbo lekar wapas rakh diya😡
walk to bhai..🤣😎Originally posted by: pallavi_p28
Sab kitne mast walk kar rahe hai na
Aur dekho na stage kitna bada hai
Vaise aise hii walk karte hai kya..🤔😝
Naach naach ke..🙄
Haa stage to kaafi bada hai...DU ka hai to expected bhi hai...😊
walk to bhai..🤣😎
Vaise aise hii walk karte hai kya..🤔😝
Naach naach ke..🙄
Haa stage to kaafi bada hai...DU ka hai to expected bhi hai...😊
I think
Round 1 walk hai aur round 2 dance
walk to bhai..🤣😎
Vaise aise hii walk karte hai kya..🤔😝
Naach naach ke..🙄
Haa stage to kaafi bada hai...DU ka hai to expected bhi hai...😊
Yeh FF mode pe thaa Walk and dance lag raha hai ..🤣
Originally posted by: pallavi_p28
Ye nimbu itna bhaav kyu kha raha hai
Sabji wale ne bejatti jar di. 😒Maine bola bhaiya 10 ki 2 nimboo de do. To bolta hai. 10 ki to 1 bhi nhi dunga aur mere haath se nimbo lekar wapas rakh diya😡
Woh isiliye kyunki Garmi ki season hai... Toh bhaav toh khaayega hi...10 ka ek bhi naa diya....... Delhi Mumbai se mehangi nikli..🤣
Yeh hum nimbu ke bhav ko discuss kar rahe hai idhar...
Kal mirchi adrak ka karenge....🤣
Originally posted by: ReenVora
Woh isiliye kyunki Garmi ki season hai... Toh bhaav toh khaayega hi...10 ka ek bhi naa diya....... Delhi Mumbai se mehangi nikli..🤣
Yeh hum nimbu ke bhav ko discuss kar rahe hai idhar...
Kal mirchi adrak ka karenge....🤣
Mahangi to hai
Kal nhi karenge baav ki baat kyunki sabji to mai le aai😆
Ab next time
Haa sabkuch fatafat ho raha hai😆