Shayari on the Meet villains.
Manushi thi toh badi pyaari patakha,
Lekin lalach ke kaaran tu sach k raste se bhatka,
Shaadi-shuda hoke v phir karne gayi thi shaadi,
Lekin yehi kaaran ban k aayi teri barbaadi,
Kunal hai ham sabke favourite jijaji,
Uski necklace chori se hi Hui Meets k pehle dosti ,
Aur ussi k paise chori se paida hui Meets k bich galat fehmi,
Masoom hai toh hamare pyaare MA k behen,
Lekin inke chillati awaaz ab nahi hote hai sehen,
Laalach Mai toh kurban kar hi di thi apne bete,
Pata nahi fir v isko thodi v nahi akal aate,
Babita ko thi pehle chillane ki bimari,
Ab lagta hai Sunaina ne ye aadat le li udhaari,
Ek ko nahi dikhai deti thi apne beton k aage kuch v,
Aur ek toh nahi dikhti bacche Ram-Lakhan k maasoomiyat v,
Ram Uncle k naam toh hai bade pavitra,
Lekin bilkul match nahi hote naamse unke Sharittra,
Iccha toh nahi tha unko karne ko koi crime,
Lekin limit cross karte hi jaa rahe hai wo with time,
Baalon k matter mai bade sensitive hai Hawa,
Lekin police ke naam pe hai ek bada sa kala dhaappa,
Issko aadat hai mauke milte hi khub naachna,
Ek hi baar Mai ban gaya ye Razia k deewana,
Shanty hai Amir bigde aulad with father rich,
Lekin uske morals or harkate hai bilkul neech,
Deserve nahi karte wo Isha se karne ko Sadaai,
Isske asli chehra sabke saamne Lana is a big tough ladraai,
Sabse khatarnaak toh hai hamare Mama,
Babita ka bhai, naam hai uska Abhay Rana,
Ye hai asli murderer of Ashok Hooda,
Naajane kab hatega unke kaandse parda,
SI saahiba jaldi kholo iske sab kaale chitte,
Iski asli jagah sirf hai jail k salaakhon k piche.
Edited by Physics_girl - 3 years ago