Originally posted by: QueeN456
Achcha mtlb yha pe humari koi value hi nhi bolo....
Mujhe ana hi nhi h yha pe.... Koi mera nhi hai... 😭😭
Mujhe pata tha tu yahi bolegi… bas ye sunne ke liye hi likha tab.. ab bol diya na .. bas kaafi hai mere liye… waise tujhe manane ke liye coffee date ya tea date? Kya pasand hai tujhe😉🤣