abe...😲😲
Sacchi kya..
Are yaar.... Kitna sad ho gaya hoga..
Phir kuch kiya ki nahi..😲
Aisa hota hai kya.. Hunare yaha bus mai se aise chori nahi hoti chize.. Matlab khud ke bag se to nahi hongi..
Mere saath to kabhi nahi hua.. Na maine aisa suna kabhi..🙄