Oo, yaha pita kaha se aa gaya
🏏IPL 2026: CSK vs SRH, 63rd Match, at Chennai on 18/05/2026🏏
🏏IPL 2026:RR vs LSG, 64th Match, at Jaipur on 19/05/2026🏏
Episode dtd 18.5
Anupamaa 19 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Episode dtd 19.5
Cocktail 2 Songs - Mashooqa And Tujhko
Love: Is It Life’s Greatest Need or Heart’s Greatest Illusion?
'Mashooqa' song - Cocktail 2 - Shahid Kapoor & Kriti Sanon
Oo, yaha pita kaha se aa gaya
typo..😭😭😭
Pota likh rahi thi mai..Gadheda phone..
to uss par ab apni rai de di jaye..😆
Kal bhi fashion show bhej diya tha kya..😆
Arey jab jarurat ho karwalo
Isme itna sochna kya
Jaida growth nai hai toh problem nai lekin jisko hai usko karwana padega na
Nai yr
Kal bhai nd dadi ka plan bana tha bua ke yaha jane ka
Toh bua ne mujhe bola ki mai bhi ajao office ke baad
2 ghante lagake waha gaye
Fir raat bhatt jagrata hua
Fir subha nikalke wapas office ana pada 😭
Bhut exhausting hogaya

Matlab rest karne ka time nhi mila
Waise aise family gathering acchi lagti hai
Meri bhi di ke yaha aise hi hai, sab milte hai to raat bhar drumceras khelte hai
Waise tum kya treatment leti ho.
Parlour ya strips?
Originally posted by: pallavi_p28
Suno..
Chotu ko uske dadi godi me lekar sula rahi thi.
Chotu bola hum log hamesha 5 hi rahenge.
Aap, papa, mummy, didi aur mai
Dadi: nahi re! jab teri shadi ho jaigi, tab 6 ho jainge.
Chotu: jab didi ki shadi ho jaigi to phir 5 ho jainge.
Dadi: aur jab tere bacche honge tab hum phir 6 ho jainge.
Chotu: aur tum marogi to hum phir 5 ho jainge
Dadi: so ja kutte🤣🤣🤣
Kyu mere peeche padi ho yrr

Khadoos aunty mereko pagal kardegi
Niklo yaha se 👿

Originally posted by: BossLady
Kyu mere peeche padi ho yrr
Khadoos aunty mereko pagal kardegi
Niklo yaha se 👿
Meri haddi toot gai
Aapka treatment pura ho gaya..cap lag gayi..🤔
Cap next week lagega..baaki ho gaya!
Best is that pain has stopped ❤️
ye mera dialogue nahi hai churaya hai maine..😛😆
sochna padta hai... Kon itni mehnat karega.. Upar se itna dard sahega..😆
Arey jab jarurat ho karwalo
Isme itna sochna kya
Jaida growth nai hai toh problem nai lekin jisko hai usko karwana padega na
Nai yr
Kal bhai nd dadi ka plan bana tha bua ke yaha jane ka
Toh bua ne mujhe bola ki mai bhi ajao office ke baad
2 ghante lagake waha gaye
Fir raat bhatt jagrata hua
Fir subha nikalke wapas office ana pada 😭
Bhut exhausting hogaya
Hee bhagvaan.. Office ke baad milna milana..
Ye bahut thaka dene wala kaam hai sacchi..😪
Par chalo bua ke ghar jakar accha to laga hoga na..maja aaya hoga.. Sabke saath..
Puri raat dhammal kiya hoga..baatein ki hogi..😁