Originally posted by: kenika
haa..ye to hai.. Pura beauty and beast wali feeling aati hai kahi kahi to..🤣
Vo hai vaisa hi
Bas iss beast ka origin nai pata 🤣
Pyaar ho gaya hai bande ko itna karna to banta hai na..😳😆
Par jo miss karta hai na isko...🤧
Abhi aur harkate dikhayega
Jealousy arc ane do
Fir dekhiyo tamasha 🤣🤣
Pagalpan to ye vaise bhi karta hai... Kaise cutie jaisi harkatein karta hai.. Vaise to lagta hai bahut mature hai par bilkul cutie hai vo.. Aur abhi uski story batayi to to itna cute laga na..🤣
Isi baat pe hasi ati hai
Vaise toh sab isse khauf khate hai
Lekin sath wala koi izzat nai deta 🤪🤣
Aur iske mentor aur dost.. Sab iski jo udate hai na..🤣🤣
Accha original kya story thi.. Yahi thi yaa kuch aur thi...manga mai bhi aisa hii tha kya..
Same hai
Panel to panel animate kara hai
Difference nai hai
vaise iska end dekhne ki mujhe kafi excitement hai..😁
Ek maje ki baat batau
Jab anime ongoing tha na
Tab anime ne manga ko catch up karliya tha
Toh jab last episode ana tha usi din manga ka latest chapter ana tha
Toh kisi ko pata nai tha ki ending hogi.. kyuki drama bhut hogaya tha show me
Thankfully achi ending thi ☺️
Ohh iska next season bhi aane wala hai.. Please mujhe bhi bhejiyo.. Mai to pakka dekhungi.😝🙈😳