Sab bhaag gaye, kya karo. Pakad kar lana padta hai
🏏IPL 2026:RR vs LSG, 64th Match, at Jaipur, DT Note on 122 page🏏
🏏IPL 2026: KKR vs Mumbai Indians, 65th Match, Eden Gardens🏏
Anupamaa 19 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Episode dtd 19.5
what is going on with Salman Khan?
When karisma kapoor abused and yelled at a dancer on set
Episode dtd 20.5
'Mashooqa' song - Cocktail 2 - Shahid Kapoor & Kriti Sanon
Official Trailer - "Main Vaapas Aaunga" - Sharwari, Vedang & Diljit
Anupamaa 20 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Sab bhaag gaye, kya karo. Pakad kar lana padta hai
Originally posted by: pallavi_p28
Bas ek baar bata do. Ki dikhne me kaisa hai. Chod dungi😆
I guess, delhi ka munda hai aur media me hai to handsome hi hoga
Waise tumhe chedne me mazaa aata hai
Delhi ke nai hai sappu ke yaha se hai 🤭🤭🤭
Accha bacchu.
Shakal thik se nhi dekhi. Per ye pata hai kaha se hai.
Matlab agar baat ban gai to sapna kitni khus hogi😆
Originally posted by: pallavi_p28
Aap bhi aao😄
Nezu ki love story shuru hone wali hai.
Ab nezz mujhe maregi
Sab aakar mujhse hi puch rahe hai🤣
Haan usse bhi hak hai ...
Ab is Umar main ho toh acchi baat hai... Mummy papa ko kam tension ladka dhuundne ka
Originally posted by: ReenVora
Haan usse bhi hak hai ...
Ab is Umar main ho toh acchi baat hai... Mummy papa ko kam tension ladka dhuundne ka
Haa, yahi to age hai naine matakka ki
na na... Naine mattakke ki koi umar na hoti.. 😉
Yr mai kal unhi ke system pe baith ke kaam kar rahi thi
Aur IF bhi chala rahi thi
Ab mere ko tension hai ki Maine logout kiya ki nai
Aj mera off hai 🌚🌚
Yr mai kal unhi ke system pe baith ke kaam kar rahi thi
Aur IF bhi chala rahi thi
Ab mere ko tension hai ki Maine logout kiya ki nai
Aj mera off hai 🌚🌚
Oh to tumne suraag chog diye.
Socho, ab kya hoga. Aaj off hai aur aaj hi ye sab baat ho rahi hai. Agar padh liya to😆
Yaar kal tum boss ko face kaise karogi🤣
Originally posted by: pallavi_p28
Oh to tumne suraag chog diye.
Socho, ab kya hoga. Aaj off hai aur aaj hi ye sab baat ho rahi hai. Agar padh liya to😆
Yaar kal tum boss ko face kaise karogi🤣
Pehli baat vo boss nai senior hai
Boss log vacation pe hai
Dusri baat I don't know
Hopefully logout kiya ho
Originally posted by: ReenVora
Haan usse bhi hak hai ...
Ab is Umar main ho toh acchi baat hai... Mummy papa ko kam tension ladka dhuundne ka
Apko badi jaldi hai