Originally posted by: Exuberant_Soul
Woh to theek hai but yeh gadhe ne usko kyu bahar nikala be?? Mere Aru ko karne dete yeh shubh kaamđĄ
Jaane de re, jisne andar kiya usne bahar nikala. Who the F cares, Satyakaam ka background suna kitne dinon baad!! Aaj sukoon ki neend aayegi!

