ye konsa show hai...ongoing hai ya shuru hone wala hai..😲
Vaise ye to vo guddan vala hai na... Usme bhi age gape tha..😌
Chas...🤣🤣🤣
Chalo aap iski kundali nikal kar batao.. Kaisa hai..😝
Mai tuzase puch rahi hu ki iska report kya hai to tu muzi se puch rahi hai ki iski kunadli nikalo.. 😡