kyun beta? tumko nahi pata baro k beech mein bache nahi beth ty🤣
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 21st Sept 2026
Rhiti’s Jealousy
🏏India tour of Japan 2026: One off T20I in Kanto on 22/09/2026🏏
Happy Birthday 🎊🎊 Kareena Kapoor 🎊🎊🎊
When love returns SaMud SS
🏏India Women vs Sri Lanka Women, Final, Women's Asian Games 2026🏏
kyun beta? tumko nahi pata baro k beech mein bache nahi beth ty🤣
Originally posted by: arya212002
pooja vidhi ki pradham samagri kusum hai.. toh saare bhaktagan se yeh nivedan hai ki vah bhi ekatrit kare 🤣
Avashya.... Mahajan.... Subh karya k liye vilamb nhi krte muhurat ka kal nikat hai.... Pooja vidhi prarambh krte h..
ati uttam ati uttam, balikao
iss bhavya vaatavaran ka hum abhinandan karte hue kshama chahte hai ki hum iska laabh na utha sake...mann vyakul hai humara aur nain bechain
hum kuch samay baad prayaas karenge ki iss sabha mein apna yogdaan dene ka
kripya hamein aagya dein
Apki pratiksha rahegi
tum sab mil kar 👇🏻👇🏻👇🏻

ati uttam ati uttam, balikao
iss bhavya vaatavaran ka hum abhinandan karte hue kshama chahte hai ki hum iska laabh na utha sake...mann vyakul hai humara aur nain bechain
hum kuch samay baad prayaas karenge ki iss sabha mein apna yogdaan dene ka
kripya hamein aagya dein
hum aapke yogdaan ke ati tatpar hain …aur aapke aagaman ka prateeksha karenge🤣
Hope you are feeling better babe🤗
kiya baat hai larki kitna proud hai tu is tharki pann par🤣
ati uttam ati uttam, balikao
iss bhavya vaatavaran ka hum abhinandan karte hue kshama chahte hai ki hum iska laabh na utha sake...mann vyakul hai humara aur nain bechain
hum kuch samay baad prayaas karenge ki iss sabha mein apna yogdaan dene ka
kripya hamein aagya dein
Hum apki pratiksha kr te h guruji.. 🙏🙏
maine thora break kiya liya assignment complete karne k liye tum sab ne milkar mujhe 😭

Hume iska gyaat nhi hai... Balike. 😛😛🤪🤪🤪
maine thora break kiya liya assignment complete karne k liye tum sab ne milkar mujhe 😭
Aise vishaad grasit na rahe aap… aapka hriday se Swagath hai…