Today I m little disappointed but after thinking a lot then I realised....as a viewers we can't understand the pain inside anuj's heart. Yes! It is right Anuj is strong character but aap sab ne woh line suni hogi-
"Koi kitna bhi strong ho but apne ushe Puri tarah thod dete hai".
Anuj bahar ke logo se aaj bhi takar le sakta hai, woh akela vanraj ke liye kaafi hai but yaha sawaal mukku ka hai. Jab apne aap par allegation lagate hai toh insaan Puri tarah toot jaata hai. Anuj jo ab tak khud guilt me jee raha tha but uspar kissi ne us guilt ko thopa nahi tha but when mukku allegate same, understand how much he feel.....not even in words I describe.
Anuj Mukku ko samjha samjha kar thak gaya but ushe samajhana hi nahi hai. Kab tak Anuj apni khushiyon ko sacrifice karta rahe......kyun mukku ne ushe apne or anupama mein choose karne ko kaha? ....jabki woh jaanti hai ki just Anu ke jaane ke khayal se woh hil jaata hai...kyun kaha?
Anuj jaanta hai vanraaj money or power ke liye mukku ke saath hai, usne woh mukku ko de Diya ki jaa vanraj ko apne haath se de kar uska real face dekh le. Woh toh hai har waqt apni behen ko sambhalne ke liye, atleast this time joh bhi hoga mukku ki wazah se hoga uski life mein aur usme Anuj ka koi haath nahi hoga. May be then mukku also realised why akshat not good for her and his brother takes good decision for her.
But I happy about that He can't sacrifice and choose anupama over everything, he choose his 😊😊💞.