Arre toh khudh kyu rona hain gharwale kab kaam aayenga 😂😂😂😂😁😁😁😜.
Apne ko bas nachne sa matlab hain 😂 roye koi bhi.😂
Waisa bhi rone main koi pattern hain kya rona ka waqt sab ek jaisa sound karte hain toh kis ko paata chalna hain ki tum roye ya koi aur.😂😂😂😂
Ek baar roka aur nachka ho jaaye toh shisha ka samne jaana aur apni shakal dekhna aur kehna ki yaar zindagi iss shakal sa zyaada toh bhuri nahi ho sakti.😂😂😂😂
Main yaahi karti hun jab jab rona aaye aina ka samne jaake khadi hoti hun aur apne shakal ka changing expressions dekhti hun 😂😂 aur sochti hun yaar ab zindagi yeh Aisa surat dekhna ka baad issa zyaada kharab toh na hogi aur ho gaayi toh koi nahi phir shisha ka samne rona aayenge.😜😂😂😂😂😂😂.
Meri maa mujha bolti hain ki yeh ladki paata nahi kya kya karti hain 😂😂😂 jab ghusaa haad sa zyaada aata hain tab ek chani leka terrace pai jaake pani ki tanki kholke usma paper boats dalti hun 😂😂 unko phir chani sa nikalti hun phir dalti hun aur jab haath dard karne laage tab sochti hun ki aaj ka liya bohot excercise ho gaayi 😂😂😂 Kaal phir aa jaungi.😂😂😂😂
I swear kabhie try karke dekho apne aap ka badalte rup dekhna ka maaza hi kuch aur hota hain.😂😂😂😂
Make even your pain only about yourself 😂😂😂 waaha bhi koi aur yaad hi nahi aana chahiye.😂😂😂😂