today i noticed one thing which i didn't like even a bit
agar ek aurat ko kuch karne se rokna galat h agar use uske pairo mein bediya dalna bolte h family ke naam par aur society ke naam par
to aaj anu kya kar rahi thi when anuj said mujhe kuch karna hoga
she stopped him and said anuj kya karenge aap
aap dono bhai behen ek jaise h main rokna chah rahi hu to mera haath chuda rahe h kahi aisa na ho ki aap kuch karne jaye aur mukku aapse haath chudakar chali jaye
bss yehi dar gaya anuj aur ruk gaya
now my question is kya ye galat nahi tha kya ye anuj ko emotional blackmail nahi kar rahi thi kya ye uske pairo mein mukku ke naam ki bediya nahi daal rahi thi ki aapne kuch kiya to wo chodkar chali jayegi kya ek already vulnerable insaan ko ye bolkar darana sahi h
kya ise sach lagta h anuj sach aisa kuch karega i mean isne anuj aur mukku ki baat suni kitni shanti se kitne patience se handle kar raha tha wo ise phr bhi is madam ko lagta h ki wo kuch rash decision lega
kya anuj ne kabhi ise roka h aise answer is no usne kabhi ise galat bhi nahi tehraya agar use anu galat lagti h to badi shanti se use aise samjhata h ki use lage bhi na ki ye galat h
but yaha anu ko situation pata h kitni critical h phir bhi faltu ke dialogue maar rahi
ek aurat ke pair mein bediya dalna paap but ek mard ke pair mein apno ke khone ke dar ki bediya dalna aurat ka concern kyu bhai ye ky double standard h
Kyunki wo Anupama hai mahaan Anupama jo kabhi galat nahi hoti...sare character ka serial main ek hi kaam hai, uske gun gaana.. hypocrisy, double standards ke murat...
Gosh, ab to aise line type karke lagta hai...kitni negativity aa gayi hai...
Sorry yaar...water has crossed the threshold now...
11