maine kya kiya.. 😲Piya ne bola jo bhi bola woh.
aur dostana to hai hi na.. 🤪
Never trust piyu and gang 🤪
🏏IPL 2026: CSK vs SRH, 63rd Match, at Chennai on 18/05/2026🏏
Episode dtd 18.5
🏏IPL 2026:RR vs LSG, 64th Match, at Jaipur on 19/05/2026🏏
Episode dtd 17.5
Love: Is It Life’s Greatest Need or Heart’s Greatest Illusion?
Cocktail 2 Upcoming Songs
Episode dtd 19.5
maine kya kiya.. 😲Piya ne bola jo bhi bola woh.
aur dostana to hai hi na.. 🤪
Never trust piyu and gang 🤪
maine kya kiya.. 😲Piya ne bola jo bhi bola woh.
aur dostana to hai hi na.. 🤪
Kaunse Dostana ki baatein ho Rahi hai? Zara Main bhi toh sunu🤣🤣
Izzat uchali ja rahi hai faltu me 😤😤😤
Acha, Aisa kya kaand kiya hai toone yeh toh bataa. .?? Sharma mat...🤣🤣
are main to thi hi MIA.. 🤣
meri princess ka birthday tha.. to i was busy there..
Abe birthday pe itana demand.. pata nahi shadi time pe kya karegi.. kitana nachayegi hume.. 🤪
Hbd u ur jaan ❤️ princess ke nakare hai guru ke jaise
dw during wedding we will all dance with her 😳
https://youtu.be/Ld4t_sgFf1s
Haye aap ke princess ke nakhra 🤩Tell me how she like the song
dosti hai dostana nahi hai gande dimag wale log...🤦♀️😈
maine kya kiya.. 😲Piya ne bola jo bhi bola woh.
aur dostana to hai hi na.. 🤪
Na raha karo re manu ke saath aap..vada paav gang bas mil kar hume badnaam karne ki saazish rach rahe....aur ye piyu ki baaton mai to bilkul mat aana...😈
yes...piyu aur gang ka kaam hii hai afvaahe failana... Ye hii hai vo log jo afahavo ko hawa dete hai.....🤪
ye idhar galat galat baatein failayi ja rahi humare khilaaf.. Aap mat suno... Inki baat...😈
humne koi kaand na kiya....bas gade murde ukhaade ja rahe...😤😤Originally posted by: ReenVora
Acha, Aisa kya kaand kiya hai toone yeh toh bataa. .?? Sharma mat...🤣🤣
humne koi kaand na kiya....bas gade murde ukhaade ja rahe...😤😤
Daal mein kaala lag raha hai mujhe....🤣