Originally posted by: Rani_Sahiba
Wo apni kya hi taarif kare😂😂
Terko toh kisses or hugs bhi nahi pasand the ab to tu deti bhi or leti bhi kisne kiya ye chamatkar haan😂😂
Woh saare autocorrect hota hain.😂😂😂 Aur yeh tum sabko paata hain.
Main apni life main sirf maa aur Avni meri doobi ko hugs aur kisses deti hun.😂😂
Dono ka reasons bohot contrast hain .
Tumhare hugs aur kissses jhelti hun cause I can't stop you from giving toh best hain main 😂😂😂 emoji de ka ignore maaru like I ignore Sanju in this show .
Waisa ussa change hona nahi accept karna kehta hain 😂 mujha nahi pasand par tum logo ko hain toh most I can do is this😂😂😂😂😊😊 .