Originally posted by: Rani_Sahiba
Wo apni kya hi taarif kare๐๐
Terko toh kisses or hugs bhi nahi pasand the ab to tu deti bhi or leti bhi kisne kiya ye chamatkar haan๐๐
Woh saare autocorrect hota hain.๐๐๐ Aur yeh tum sabko paata hain.
Main apni life main sirf maa aur Avni meri doobi ko hugs aur kisses deti hun.๐๐
Dono ka reasons bohot contrast hain .
Tumhare hugs aur kissses jhelti hun cause I can't stop you from giving toh best hain main ๐๐๐ emoji de ka ignore maaru like I ignore Sanju in this show .
Waisa ussa change hona nahi accept karna kehta hain ๐ mujha nahi pasand par tum logo ko hain toh most I can do is this๐๐๐๐๐๐ .