Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 27 Aug 2025 EDT
AFTER MATHh. 26.8
Big Boss 19: Daily Discussion Thread - Aug 27, 2025
Navri - The Hawasi Mistress
YRKKH SM updates, BTS and Spoilers Thread #126
🇮🇳 Big News for IndiaForums Members! 🇮🇳
Who killed Anshuman; mara kaise ?
Maza nahi aaya😒
Alia Bhatt Slams Media For Sharing Video Of Her House
Suniel Shetty Looses Cool On Stage
Sunita Ahuja Claims Her Son Doing Better Film Than Saiyaara
Why are there no happy moments
Param Sundari review and box office
Tanya is due a WKW class
Case Filed Against SRK Deepika
Boney Kapoor Moves High Court On Sridevi Property Case
Anupamaa 27 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Originally posted by: mineforever
Haan, baaki logon ko bhi bulana padega..sab aa jaaye .hum dono 70pgs na ghaseet payenge..🙈😂
Sorry aaj pura din lectures aur presentations tha.😂😂
Iss liya nahi aa payi abhi just class khatam hui hain😂😂.
Subah jaldi uthka 5 baaje saara office ka bhi kaam kar diya 😂😂 taaki forum pai shaam ko aa saku.😂😂😂
Saala iska chakar main aaj Maina work out bhi sirf ek ghanta kiya.😭😭
Originally posted by: Not_James_bond
Sorry aaj pura din lectures aur presentations tha.😂😂
Iss liya nahi aa payi abhi just class khatam hui hain😂😂.
Subah jaldi uthka 5 baaje saara office ka bhi kaam kar diya 😂😂 taaki forum pai shaam ko aa saku.😂😂😂
Saala iska chakar main aaj Maina work out bhi sirf ek ghanta kiya.😭😭
yeh Sunday ko kaunsi class hai tumhari..😁
tum workout bolti ho toh mujhe yaad aata hai ki bed se bahar nikal kar walk kar leni chahiye .😂
5 am ,Sunday..😱
Originally posted by: mineforever
haan,aur humein cute nahi intense aur passionate romance chahiye..woh toh teda meda hone main hi hai..😏
Monu ka love toh cute, innocent, harmless types hi hai
Karan brings the passion, intensity in equation
Originally posted by: mineforever
Ep 112 & 113
Her friend was heartbroken and we were talking about her friend, until it was no longer about her friend, but them.
Her still broken heart, him still unable to say and then all these unsaid feelings b/w them.
He wanted to say that he had changed.He understood what love & being in love meant but phir adhoora rahe gaya..it wasnt the right time. Her friend needed her more than him,right now.
He may not have been able to say the words but he could atleast take care of her,bring a smile on her face, make her forget about her worries for some time.
It was only them. Her in his arms.
Ep 114
Her family had left. Her world was falling apart. Now what would she do? She wanted to cry, wanted to run to find her family. She didnt know what do. Then he came. The storm inside her calmed a bit. He was here. He would handle everything.He would help her find her family.Yes.
He explained and she understood. She would give her friend the space he needed. The storm inside her resided.
Kya hota hai dard uss toote hue dil ka tum jaan na paoge,
Mohabbat karna toh dur use pehchaan bhi na paaoge,
Yen sunkar dil jaise toot sa gaya, seene mai jaise kuch mar sa gaya,
Kehne ko kuch kadam aage bade hi the ki rukna pada,
Uski dosti ke saamne mere pyaar ko jhukna hi pada,
Ishq bhi jaante hai hum aur use naa paane ka dard bhi,
Toda tha dil ek baar tumhara or toot rahe hai kuch hum bhi,
Bhale hi uska khud se iqraar ho na paaya,
Par mera bhi uske liye pyaar kam ho na paaya,
Jab choot raha tha sath uska zindagi ke har pal mei jo sath tha,
Nibhani thi dosti hume jab wo dost naa paas tha,
Unn andhere mein wo fir haath pakadne aaya tha,
Use yun rota dekh dil mera bhi roya tha par sambhal liye kyunki use bhi to samjhana tha..
Ye is analysis ke liye hi hai isiliye thodi mixed hai, confuse na hona😂
Originally posted by: mineforever
yeh Sunday ko kaunsi class hai tumhari..😁
tum workout bolti ho toh mujhe yaad aata hai ki bed se bahar nikal kar walk kar leni chahiye .😂
5 am ,Sunday..😱
Yaar kya hi bolu 😂😂 .
Mera kuch mahina pehla graduation ho gaaya . Ba in english literature.
Aab b.ed ka liya admission liya hain .
MIT main toh yeh college jaldi saare presentations aur assignments karva raaha hain.😂
Baaki colleges abhi bhi admission hi le raaha hain.😂
Corona ka karan colloges are delaying aur mera college hain ki sab jaldi khatam kar raaha hain.😂😂
Entire week classes no chutti.
Sunday ko bhi nahi.😂
Uska upar part time job kar rahi hun 😂.
But my boss at work is super relax main jaisa chahu jab chahu kaam kar sakti hun bas din main teen ghanta karna hain.😂
Toh iss liye main subah hi kar leti hun.😂😂 Taaki shaam ko koi kaam na ho.😂😂
Originally posted by: mineforever
Jab se usne Karan ko bola hai ,we will start afresh..tab se Karan dusre hi tangent par chal raha hai..Aneesh ke aane pad toh aur bhi zyaada..😂
Aneesh ne toh uski insecurity badha di hai bas
Par darr toh usko pehle se hi lagne laga tha that Monami will move-on, jo woh nahi chahta tha, I guess isiliye even after rejecting her, he started getting closer to her, physical proximity badh rahi thi & mostly Karan ki side se, because he used to crave for her attention, care
And Monami toh usko dekh bhi nahi rahi hoti thi, to me his actions as if were trying to speak to Monami 'I am here, atleast look at he, acknowledge my presence, itni bhi kya naraazgi'
She started pulling away & putting distance between them jo usko achha nahi lag raha tha, tabh tak he was comfortable being 'friends' with her, so he hoped ki woh equation toh rahe par Monami was hurting so she needed space, jo Karan se dur ho kar hi milta
And woh doori Karan ko khal rahi thi, he had gotten used to her companionship by then
Sha ne woh dream sequence wale interview mein bola tha 'Karan hates losing his loved ones, and in his dream Monami says ab dubara nahi aaungi, toh usko lag raha hai woh jaa kyun rahi hai'
'Start afresh' toh inke beech kabhi ho hi nahi sakta, they have been through so much ki woh sab erase nahi ho sakta
Monami toh fir bhi emotional maturity dikha de, even if she is dying inside she will put-on a brave face, but Karan can't, woh andar se kuchh n bahar se kuchh aur nahi ho sakta
Monami thought ki love ka topic hi close kar dete hai, cadet-trainer hi maintain karte hai, par Karan se yeh sab possible hi nahi, 5 sec ka scene tha in 31st wala episode when she goes to take her breakfast order & not indulge in speaking to Karan, though she smiled, par Karan ko laga ajnabi jaise behave kar rahi hai, he is so used to her warmth, affection, understanding, ki ab ignorance usse bardasht hi nahi hui, when she didn't let him remove the food stuck on her chin, his expression was of disappointment, hurt, as if realising that she is not letting him have any haq on her
Karan ki personality hi aisi hai, he doesn't let someone in easily but once he does then there is no going back, kuchh bhi reason, justification ho he just can't let go of that person
Faizi ke case mein bhi yahi hai Karan ka, how he was disappointed yesterday when Faizi said 'tumhari madad toh allah miyan bhi nahi kar sakte', Karan was yelling behind him to stop & wait & listen
Originally posted by: Not_James_bond
Yaar kya hi bolu 😂😂 .
Mera kuch mahina pehla graduation ho gaaya . Ba in english literature.
Aab b.ed ka liya admission liya hain .
MIT main toh yeh college jaldi saare presentations aur assignments karva raaha hain.😂
Baaki colleges abhi bhi admission hi le raaha hain.😂
Corona ka karan colloges are delaying aur mera college hain ki sab jaldi khatam kar raaha hain.😂😂
Entire week classes no chutti.
Sunday ko bhi nahi.😂
Uska upar part time job kar rahi hun 😂.
But my boss at work is super relax main jaisa chahu jab chahu kaam kar sakti hun bas din main teen ghanta karna hain.😂
Toh iss liye main subah hi kar leti hun.😂😂 Taaki shaam ko koi kaam na ho.😂😂
ek din toh holiday deni chahiye..
ajeeb hi system hai..😂