Originally posted by: ishqdinoorhai9
Ye na IF ki galti hai... Sirf panch logo ko tag karne deta hai... Gadhera IF
Main bhulti kisi ko nhi hai... Main tag karti aur ki tu ne react kar diya toh I was like... Ab tag kya karun... Bhavi ne toh padh liya...
Jani, mush ko bhi nhi kiya hai... Maar khane ki planning karke aayi hai aaj ye nanhi si jaan ☺️
Ye nanhi si jaan aisi sweet baate kregi to gussa bhi kaise karege ham ❤️
81