Originally posted by: Rani_Sahiba
Tumhe mere siway kuch nazar nahin aata kya karan 😂😂
Usko paon mein chot lag gayi thii 🙄
Exactly!
Karan ko tum hi dikhte ho har jagah,Aneesh..😁
🏏 ENG vs IND | 1st T20I | 1 July 2026 | Ind Tour of Eng 2026🏏
Tulai post leap look
"Alpha Q" song - Baby Do Die Do
New article Mihir (Amar)will be back
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: SF-2: Eng W vs SA W🏏
SLA vs INDA, 2nd Unofficial Test, India A tour of Sri Lanka 2026
Originally posted by: Rani_Sahiba
Tumhe mere siway kuch nazar nahin aata kya karan 😂😂
Usko paon mein chot lag gayi thii 🙄
Exactly!
Karan ko tum hi dikhte ho har jagah,Aneesh..😁
Originally posted by: kavya1994
Yeh ladki wahi pakdi hain haath mein jo mujhe dikh raha hain,ya phir main kuch zyada dekh rahi hu...😳
In log sach mein Makarsankranti manane Wale hain, patang udaa ke...
shayad..😁
Aneesh jab disturb karega toh Karan manjhe se hi Aneesh ki story end kar dega..😏
Originally posted by: mineforever
She banged her leg on the bench and then girte hue sir par chot lagi thi..😁
Khadoos Shergill: Seedha bol na, giri-padi ladki hain woh itna kahe ghume phirha ke bol raha hain😆
https://twitter.com/ziddidilmaaanen/status/1480819139027488769?s=20
Yeh Karan ka sab kuch haywire jaa raha hai..😁
Control,Karan. Control!🔥
Haa kyuki mahabharat main arjun hamesha apne target par focus karta tha.😂😂
Toh iss liya main bhi wahi kar raaha hun yeh aneech ki galat nazar hain Monu pai.😠😠😠
Originally posted by: kavya1994
Khadoos Shergill: Seedha bol na, giri-padi ladki hain woh itna kahe ghume phirha ke bol raha hain😆
Ab Karan tum par har baar chance maarna chahta hai toh isme bench ki kya galti..😏
Originally posted by: mineforever
Ab Karan tum par har baar chance maarna chahta hai toh isme bench ki kya galti..😏
Galti ho na ho monami ko chot laagi toh har jo responsible tha maar khayega.😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
Haa kyuki mahabharat main arjun hamesha apne target par focus karta tha.😂😂
Toh iss liya main bhi wahi kar raaha hun yeh aneech ki galat nazar hain Monu pai.😠😠😠
ab woh tumhare romance ke beech main aaya toh Maanjhe se uska game over kar dena,Karan..🤪
Originally posted by: mineforever
ab woh tumhare romance ke beech main aaya toh Maanjhe se uska game over kar dena,Karan..🤪
Haa woh manjha ussa thamane ka naam pai uska gala kaat deta hun😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
Haa woh manjha ussa thamane ka naam pai uska gala kaat deta hun😂😂😂
Haan,bol dena ki Aneesh ka per fisla aur woh seedha manjhe par gira aur uppar ki ticket kata li..😁