Originally posted by: Rani_Sahiba
Nahin badi mami ab toh hum dono bas apni aai ko chiraag denge😍
Aai ab tak lauti nahi kya mandir se🥺
Ye mansi bhi jungli mulgi ki trah ghumne lagi hai.
Kal se mandir gyi hai. Nagpur se Himachal to nhi chali gyi
Katrina's hair is hairing!!
Episode dtd 1.6
Official Trailer - Cocktail 2 - Shahid Kriti Rashmika
Don ko pakadna mushkil hi nahi……
Ucha Lamba Kad Forever Song - Welcome To The Jungle
Episode dtd 2.6
Veteran Singer Suman Kalyanpur Dies in Mumbai( Lets Remember her
Originally posted by: Rani_Sahiba
Nahin badi mami ab toh hum dono bas apni aai ko chiraag denge😍
Aai ab tak lauti nahi kya mandir se🥺
Ye mansi bhi jungli mulgi ki trah ghumne lagi hai.
Kal se mandir gyi hai. Nagpur se Himachal to nhi chali gyi
Ye Samrat mujhse kya kya likhva raha hai.. too much ho gaya 🙈🙈🙈
Originally posted by: tinafans
Ye mansi bhi jungli mulgi ki trah ghumne lagi hai.
Kal se mandir gyi hai. Nagpur se Himachal to nhi chali gyi
Mujhe bhi yahi lagta hai badi mami 🥺
Samrahhhttt chalo hum dono aai ko dhundhne chalte hai Mahabaleshvar cancel 😞
DIG sir help us please ❤️
Originally posted by: Rani_Sahiba
Mujhe bhi yahi lagta hai badi mami 🥺
Samrahhhttt chalo hum dono aai ko dhundhne chalte hai Mahabaleshvar cancel 😞
DIG sir help us please ❤️
Haan, ek missing complaint likh do. Main search team bhejta houn.
Aisi baat nahi hai Pattu.. par ACP tumhare weak point hai.. unfortunately you don't like men in uniform like me😭
Tu army chhod Chuka hai....uniform mere paas hai, amnesia hua hai kya?
Originally posted by: Rani_Sahiba
Mujhe bhi yahi lagta hai badi mami 🥺
Samrahhhttt chalo hum dono aai ko dhundhne chalte hai Mahabaleshvar cancel 😞
DIG sir help us please ❤️
Ye kab hua, Patralekha cares for Mansi bua?😲
How y'all doin??
Sabka dulaara Pullu is here😎🤘
Originally posted by: nikita05
Tu army chhod Chuka hai....uniform mere paas hai, amnesia hua hai kya?
To itna jal kyun Raha hai... Purana rakha hai.. aur vaise bhi tu apne uniform ki izzat kaha karta hai 😈
Originally posted by: Rani_Sahiba
Mujhe bhi yahi lagta hai badi mami 🥺
Samrahhhttt chalo hum dono aai ko dhundhne chalte hai Mahabaleshvar cancel 😞
DIG sir help us please ❤️
Lekin ja to do rhe ho aana 4 log wapis.
Samrat, tum, mansi tai aur tumdono ka beta.
To itna jal kyun Raha hai... Purana rakha hai.. aur vaise bhi tu apne uniform ki izzat kaha karta hai 😈
Mai aisa officer nahi hi jisko apni uniform aur desh se loyalty saabit karni pade, samazla😡