Originally posted by: Not_James_bond
Aaj sa forum pai har umar sa baade ko didi bolungi subah hi chapait padi for calling my neighbour waali baadi didi vaidehi as moti ,akal ki andhi bhais.😂
Maa na zor ki chaipat maar di for calling her that and said aaj ka baad kisi bhi baade insaan ko naam sa bulaya toh maar padegi.🥴🥴🥴🥴🥴
Par kusu terako meri jooti bhi didi nahi bolega tera liya nahi hain yeh .😁😁😁🤭🤭🤭
Deepu Neha or wasu ko 😂😂