Originally posted by: kavya1994
Tumhe kyu matlab hoga, tum doctor thode hi ho jo pata ho dil kis gear pe dhadakhna chahiye.
Tera original haddiyaan toodne mein acchha hain toh woh kare na..., waise dil toodne mein bhi aachha hain toh toote Faizi ke dil ka yeh bhram ki,
tere original ko Monu se pyaar hain,
uska jiya bekaraar hain,
usse chain na karaar hain,
acchha-khasa tha pehle bhala,
banda ab woh beemar hain.
Arre ohh jaani mani maina apni galti,
Ab kaahe ko tum roz ussi baat pai humko taana kasti.😂
Pyaar ho gaaya toh ab kya kaare ,
Kya ab tumhe kisi aur ki baaho main dekh zindagi bhaar aahe bhaare.
Aare mera dil jab chahe dhadka par mujha batao tum khush hona ka bajay kaahe ko mujh pai ho bhadki.😂😂😂
Ab hogaya hain pyaar toh izhaar bhi karenga 😂
Chaahe ho jaaye reject hum phir bhi roz tumhare chaat pai aa tapkenga.😂😂😂
Edited by Not_James_bond - 3 years ago