I’m crying buckets!!! I’m listening to this after so long! I couldn’t bring myself to listen to this after Naira’s death. It’s just too painful! Naira’s character was, is and will be my favourite! I could connect to her through her love and pain! She would always hold a special place in my heart! I miss her so much😭
Choo kar gayi
Kaisi chuan
Barsa hai dil aur barse nayan
Roohe tabah hai beghar hai man
Yeh ishq ka hai kaisa karam
Kaisa solooq zindagi tu kar rahi hai
Mujhe paraaya tu mujhi se kar rahi
Jaise ki aakhiri si saas chal rahi hai
Yaadon se teri lipat ke faryaad itni kare
Yaha Wahan hai tu
Mujh mein rawan hai tu
meri ek khushi ka kahan pe aasman
Rehbar ab na rahi mera chota kaarwan
Tanha ek tinka ghum samandar hai yaha
Mera eh khuda ya na khuda hai ab kaha
Pathar si dasha meri
kya hai yeh raza teri
Tanhaaiyon ke dar pe hi hai kismat meri
2