Originally posted by: RaitaPhailGaya1
oh word !! I love how there is aap but usme duniya bhar ka respect, maan, apnapan , haq and oyaar hai..Imlie ka aap is sabse alag from anyone else saying aap in their rishta on ITV and the best thimg yehi hai ke woh kisi aur ko itne multilayer3d affe tion ke saath keh hi nahi sakti aap. As in bada hone ke liye toh sab aap hai but the way it comes for Adi woh alag hi hai hard to explain..And baaki about love na reh a whe adi doubted and asked her this was her answerr and will forever remain.. pretty much the summary of his phase too

Bhaav hai caz apne Hain..
Aww this scene.....sigh. Baat humesha ghoom phir ke wahin aa jaati hai na ki dono ki duniya itne mein hi complete hai ki bas ek dusre ko APNA maanein.....the early half of their relationship right after the forced shaadi was spent so much in denying inke rishte ki sacchaayi and then struggling with what labels to use to justify the care/concern they felt for each other😆....remember how it went from zimmedaari to guardian to kya kya😆......I still feel we see some lingering after effects of all that in this current state they have of still wanting this validation ki hum ek dusre ke APNE hain despite all the keechad that is failaaoed around our lives......lol
Way back in PD3, Imlie ne ek simple sa sawaal puchha tha ki "rishta hai"?.....

I feel aaj bhi yeh dono wahin kahin ghoomte rehte hain ki haq hai? Apne hain?....lol bas ek dusre ki life mein woh MATTER karne ka assurance chahiye dono ko.....but phir ego bhi laana hai beech mein turns lekar.....lol bailbuddhis.