....jee le apni zindagi....đ¤đ¤
Bhaiyya Abhimanyu...???? tumse na ho payega...đ˛
Ja akshara apni job par dhyan de behna, aap jisse pyaar karti ho usse sirf dil par chhuri chalana aata hai (surgeon hai na).... jao apni zindagi jeeyo, pyaar baato, usse arohi chahiye ab to tum bhi kissi hrithik roshan jaise demi God ke liye wait karo Bhala to tumhara jaroor hoga...
..... Till then Pune ki mastani khao, Udaipur ke lakes dekho aur happy songs gaao..... Kyon kissi o.t.m dude ke baare main sochna...frustration chhod kar dimaag use karega to khudd aayega..
Bada aaya ..one in hand, one in bush walađđ..
... chalo gaate hain hum happy song... la lala la.... arohi khadde main tu ja...la lala la...
0