BB chahe trp mein 0 chale gaye, they will make sure public have to accept TejRan as a jodi and wants public to say 'wah wah BB ji Jodi kya banai, Teja aur Karan ko badhai ho badhai😳🤣
After all does anyone knows kitna edit karna padta hai, TejRan ke scenes, phir music add kar promo banana padta hai 😆
BB thoda dhyan baakiyo pe bhi dedo ya show ka naam badlo to "Teja Aur Karan mein kaun hai Boss"🤔😆