Originally posted by: Not_James_bond
Waisa kavya meri monu update da hi degi par socha hum bhi thoda tadka maar hi deta hain.
Toh jaisa ki main kuch saalo.main teacher banungi uska demo main tum sabko aaj deti hun😂( buckle ur seats aap bohot pakne waale ho😁😂).
Aaj ka history chapter ka topic hain vasco da Gama......
Jaisa hi main chapter padhane lagti hun ki sid ka bacha zor sa cheekh uthta hain yeh bolke ki madam mujhe zor sa pait main dard ho raaha hain main doctor ka paas ho aata hun main permission de hi deti hun ki chachundri monu uthka bolte hain teacher teacher main bhi jaungi tab sid bolta hain naa naa madam iski koi zarorat nahi aap bohot acha sikhati hain iss liye main nahi chahta ki Monu ki bhi class miss ho iss liya main akela chala jaata hun😂.
Woh class sa nikal jaata hain phir uska baad main phir apni class shuru karti hun utna main mujhe yaad aata hain ki aare aaj toh koel class aayi hi nahi ,yeh jaane ka liya main uska ghar rajeshji ki sajanva urf sumanji ko bhejti hun ek vrudh Chamundi ka roop leka kyuki koel ka ghar main uska pati abhay ko ram leela bohot pasand hain.😂😂😏
Ussa tayar karti hain Monu (ek number ki natunki naacheez hain😏) aur # Chitra ( jo sirf naam ki Chitra hain harkate matra bilkul vichitra hain😬).
Sumanji chudail ka bhais main koel ka ghar jaati hain yeh jaane ka liya ki koel mujh jaisa genuis teacher ka mind-blowing class chodke konsi videogame khel raahi hain playstation pai .
Sumanji ghar ki ghanti bajate hi ghar ka Ramu kaka sorry abhay uncle darwaaza kholte hain aur kehta hain naahi aaj amavasya nahi hain aap kisi chaturti pai aayi aaj hamare yaaha koi morni naach nahi hota , iss paar sumanji kehti hain aare sahab hum bichoo dance bhi karte hain aap hume rakh le kaam pai akhir pau kilo ki nautanki karke ussa ghar main aane deta hain( God aaj Kaal ka bache bohot hi takladu bandarchap hote hain🤪).
Ghar main jaate hi sumanji bichoo dance karne lagti hain jispar main karan ko yaaha sa phone lagane ko kehti hun taaki paata toh chale uss badbadi patola na kono basudi toh naa phelai na par phone abhay utha ta hain aur kehta hain yaa Pongal maana raahe hain aapko invitation nahi hain aap disturb na kaare 😡😡( uss dedh phute dinosaur ka bache ki itni himmat ki humko toke) Ab uss ullu ka bhatija abhay ka haamre hato kya hoga yeh jaane kay liya Kaal ka episode dekhiya roj yaaha aake hamara muh ka data naa barbad kijiye 😂😂😂
Chalo Kaal ka paryapti par phir milenge tab tak swast rahiya aur apni amma ka pair dabaiye kyuki naahi dabaya toh apki dur ki chugalkhor chachi jo apke teesra mauhale ka bunty ka fufa ki biwi hain woh apse pit dabvaige aur ganga Maiya ki kasam pair dabbana asan hain ungliya kaam dard hoti hain varna yeh chachi raat bhaar seva karvaigi jiska puniya apko kabhie nahi milega issa acha amma ka pair dabao kya paata Kaal khaane main chutney aur kheer ki extra katori mila.😂😂😂
Toh asan bhasha main bole toh kuch nahi hua baas aur ek filler chaap diya ahin makers na Kaal dhamaka hua toh hua nahi toh Monday hain hi tab aa jaana aisa hi jaisa aaj aaye ho .😂
Ps Uss vasco ka bache ka kya hua maat puchna humne ussa whatsapp pai india ka sahi location bheja tha ab woh beakal hain usma hum kuch nahi kar sakte lagta hain woh abhi bhi Pacific Ocean main lota leka lifeboat ka saath dubkiya Laaga raaha hain..😂😂😂
Aap jaai ga woh naa aane waala uska dil waahi kisi jal sundari shark Madhumati pai aa gaaya hain.😂