Originally posted by: kavya1994
Tum Karan ho tum hi jaano usse kya-kya hota hain😆
Waise aaj editors ne Monami ke wish wale scene mein Karan ki smile cut kar di toh kuch log phir Sha par chad gaye yeh kehke ussi ne kaha hoga editors se...
😂😂😂😂 Kal ka episode main bhi Monu ka ek scene cut kiya where she is talking about how she had to struggle for everything and Sanjana is like oh dada matlab tumhare ghar main bhi same kahani hain😂😂😂 and karan has that attraction waala look in his eyes for monami.😂😂😂😂.
Yeah I too noticed a cut and was like hain😂 BTS main toh banda baada lamba choda Haas raaha tha yaaha kya ho gaaya.😂😂😂
It's the editors that are karmi ka pyaar ka dushman
Edited by Not_James_bond - 4 years ago